Abbildungen der Seite
PDF
EPUB

27 Notwithstanding, lest we should offend them, go thou to the sea, and cast an hook, and take up the fish that first cometh up; and when thou hast opened his mouth, thou shalt find a piece of money that take, and give unto them for me and thee.

27 Lekin táki we hamáre sabab se thokar na kháen, tú daryá par jákar bansí dál, aur jo machhlí ki pahle nikle, use le; aur us ká munh chír, to ek rápiya páwegá: use lekar, mere aur apne jizya men unhen de.

[blocks in formation]

|

ATHARAHWAN BAB. 1 Us waqt shágirdon ne áke sá se púchhá, ki Asmán kí badshahat men sab se bará kaun hai?

2 sá ne ek chhote larke ko bulákar un ke bích biţháyá,

3 Aur kahá, ki Main tum se sach kahtá hún, ki agar tum phiráe na jáo, aur chhote larkon kí mánind na bano, tum ásmán kí bádsháhat men hargiz dákhil na hoge.

4 Pas jo koi apne taín is bache ki tarah farotan kare, wahí ásmán kí bádshahat men sab se bará hai.

5 Aur jo koi aise bache kí, mere nám ke liye, khátirdárí kare, merí khátirdárí kartá hai.

6 Par jo koi ki ek ko, in larkon men se, jo mere muạtaqid hain, thokar khiláwe, yih us ke liye bihtar thá, ki ek chakkí ká páţ us kí gardan men bándhá játá, aur wuh daryá men tah tak puhuncháyá játá.

7 Thokar khilánewálí chízon ke sabab jahán par, wáwailá hai ! kyúnki thokaren kháná to zarúr

woe to that man by whom the offence cometh!

8 Wherefore if thy hand or thy foot offend thee, cut them off, and cast them from thee: it is better for thee to enter into life halt or maimed, rather than haying two hands or two feet to be cast into everlasting fire.

9 And if thine eye offend thee, pluck it out, and cast it from thee:

it is better for thee to enter into life with one eye, rathar than having two eyes to be cast into hell fire.

10 Take heed that ye despise not one of these little ones; for I say unto you, that in heaven their angels do always behold the face of my Father which is in heaven.

11 For the Son of man is come to save that which was lost.

12 How think ye? if a man have an hundred sheep, and one of them be gone astray, doth he not leave the ninety and nine, and goeth into the mountains, and seeketh that which is gone astray?

13 And if so be that he find it, verily I say unto you, he rejoiceth more of that sheep, than of the ninety and nine which went not astray.

[blocks in formation]

hai; par us shakhs par, jis ke sabab se thokar lage, wáwailá hai!

8 Pas agar terá háth yá terá pánw tujhe gunahgár kare, unhen kát dál, aur apne pás se phenk de: is wáste ki langrá yá tundá zindagi men dákhil honá tere liye is se bihtar hai, ki tere do háth aur do pánw howen, aur tú abadí ág men dálá jáwe.

9 Aur agar terí ánkh tujhe gunahgár kare, to nikál ḍál, aur use apne pás se phenk de: ki káná zindagí men dákhil honá tere liye is se bihtar hai, ki terí do ánkhen hon, aur tú átash i jahannam men dálá jáwe.

10 Ihtiráz karo, ki tum in chhoton men se kisí kí tahqír na karo; ki main tum se kahtá húŋ, ki Asmán par un ke firishte mere Báp ká muuh, jo ásmán par hai, hamesha dekhte hain.

11 Ki Ibn i ádam is liye áyá hai, ki halákatzada ko bachawe. 12 Tum kya khiyál karte ho? agar kisí ádmi ke pás sau gospand hon, aur un men se ek gum ho jáwe, to kyá wuh un ninánave ko chhorkar paháron par nahig charhtá, aur us gumshuda ko nabín dhúndhtá?

13 Aur agar aisá ho, ki wah use páwe, to main tum se sach kahtá hún, ki wuh jitná un ninánave se, jo gum na hú thín, khush tha, us se bahut ziyáda us ek se khush hogá.

14 Isí tarah se tumhare Báp kí, jo ásmán par bai, yih khushí

that one of these little ones should perish.

15 ¶ Moreover if thy brother shall trespass against thee, go and tell him his fault between thee and him alone: if he shall hear thee, thou hast gained thy brother.

16 But if he will not hear thee, then take with thee one or two more, that in the mouth of two or three witnesses every word may be established.

17 And if he shall neglect to hear them, tell it unto the church: but if he neglect to hear the church, let him be unto thee as an heathen man and a publican. 18 Verily I say unto you, Whatsoever ye shall bind on earth shall be bound in heaven: and whatsoever ye shall loose on earth shall be loosed in heaven.

19 Again I say unto you, That if two of you shall agree on earth as touching any thing that they shall ask, it shall be done for them of my Father which is in beaven.

- 20 For where two or three are gathered together in my name, there am I in the midst of them.

21 ¶ Then came Peter to him, and said, Lord, how oft shall my brother sin against me, and I forgive him? till seven times?

22 Jesus saith unto him, I say not unto thee, Until seven times: but, until seventy times seven.

nahin. ki koi in chhoton men se halák howe.

15 Aur agar terá bháí tujh se buráí kare, já, aur faqat apne aur us ke darmiyán, use ilzám de: agar wuh terí bát sun le, to tujh ko apná bháí páná nafa húá.

16 Par agar wuh na sune, to ek yá do aur shakhs apne sáth le, táki har ek bát do tín gawáhon ke munh par sábit howe.

17 Aur agar wuh un kí bát se munh phere, to kalíse se kah; phir agar wuh kalise ki bhí na máne, to jáne de, ki wuh tere áge jaise ajnabí aur ķhirájgír húá.

18 Main tum se sach kahtá hún, Jo kuchh tum zamín par bándhoge, ásmán par bándhá jáegá: aur jo kuchh tum zamín par khologe, ásmán bar kholá jáegá.

19 Phir main tum se kahtá hún, ki Agar do tum men se, zamín ke úpar, kisí matlab par, jo we chahte hou, ittifaq karen, wuh matlab mere Bảp se, jo ásmán par hai, un ke liye bar áwegá.

20 Isliye ki jis jagah do yá tín mere nám par ekṭhe hain, wahán main un ke bích hún.

21 ¶ Tab Pitras ne pás ákar kahá, ki Ai Khudáwand, kitne martabe merá bháí gunáh kare, aur main use bakhshún? sát martabe tak?

22 sá ne use kahá, ki Main tujh se sát martabe tak nahío kahtá, balki sát dafa sattar tak.

[merged small][merged small][merged small][ocr errors]

27 Then the lord of that servant was moved with compassion, and loosed him, and forgave him the debt.

28 But the same servant went out, and found one of his fellowservants, which owed him an hundred pence and he laid hands on him, and took him by the throat, saying, Pay me that thou owest.

29 And his fellow-servant fell down at his feet, and besought him, saying, Have patience with me, and I will pay thee all.

30 And he would not but went and cast him into prison, till he should pay the debt.

31 So when his fellow-servants saw what was done, they were very sorry, and came and told unto their lord all that was done.

23 Isliye ki ásmán kí bádsháhat ek badshah ke sáth tashbíh dí gai hai, jis ne apue khádimon se muhásaba cháhá thá.

24 Aur jab wuh muhásaba lene lagá, we ek ko, jis par us ke das házár tore qarz the, us ke sámhne láye.

25 Pas isliye ki us ko adá karne ko maqdúr na thá, us ke sáhib ne hukm kiyá, ki wuh aur us kí jorú, aur bál bache, aur jo kuchh ki us ká ho, bechá jáwe, aur qarz adá kiyá jáwe.

26 Tab us khadim ne girke, aur use sijda karke kahá, ki Ai Ķhudáwand, mujhe muhlat de, ki main terá sárá qarz adá karángá.

27 Us khádim ke sáhib ko rahm áyá, aur us ne use chhor diyá, aur dain use bakhsh diya.

28 Us khádim ne nikalkar apne hamkhidmaton se ek ko, ki jis par us ke sau dínár áte the, páyá: aur us ne use pakarkar us ká galá ghonțá, aur kahá, Jo merá nikaltá hai, mujhe de.

29 Aur us ká hamkhidmat us ke páon par pará, aur minnat karke bolá, ki Mujhe muhlat de, ki main sab adá karúngá.

30 Par us ne na máná: balki use jake qaidkháne men dálá, ki muqaiyad rahe jab tak ki qarz ko adá kare.

31 Tab us ke hamkhidmat yih wáqią dekhkar bahut ghamgin húe, aur ákar apne sáhib ko sáre májare se muttalią kiyá.

32 Then his lord, after that he had called him, said unto him, O thou wicked servant, I forgave thee all that debt, because thou desiredst me:

33 Shouldest not thou also have had compassion on thy fellow servant, even as I had pity on thee?

34 And his lord was wroth, and delivered him to the tormentors, till he should pay all that was due unto him.

35 So likewise shall my heavenly Father do also unto you, if ye from your hearts forgive not every one his brother their trespasses.

CHAPTER XIX.

1 And it came to pass, that when Jesus had finished these sayings, he departed from Galilee, and came into the coasts of Judea beyond Jordan;

2 And great multitudes followed him; and he healed them

there.

3 The Pharisees also came unto him, tempting him, and saying unto him, Is it lawful for a man to put away his wife for every cause?

4 And he answered and said unto them, Have ye not read that he which made them at the beginning made them male and female,

5 And said, For this cause shall a man leave father and

32 Tab us ke sáhib ne use bulákar kahá, ki Ai sharír chákar, main ne, jonhín tú ne merí minnat ki, wuh sab qarz bakhsh diyá :

33 Ayá na cháhtá thá, ki jab main ne tujh par rahm kiyá thá, tú bhí apne hamkhidmat par

rahm kartá?

34 Aur us ke sáhib ne ghusse hokar use jalládon ke hawála kiyá, ki aziyat khenche jab tak us ká sab qarz adá kare.

35 So mera Báp, jo ásmán par hai, tum se bhí yihí karegá, agar har ek tum men se apne bhaíon ke gunáhon ko, apne dil se na bakhshegá.

UNISWAN BAB.

1 Aur yán háá, ki in kalámon ko tamám karke, Jalil se rawána húá, aur Ardan ke pár Yihúdiyah kí nawáhí men áyá;

2 Aur bahut sí jamáąten us ke píchhe ho liyán; aur us ne unhen wahan shifá bakhshí.

3 Aur Farísí us ke imtihan ke liye us pás áye, aur kahá, Ayá rawá hai, ki ádmí har ek sabab se apní jorú ko talaq de?

4 Us ne jawab diyá, Kyá tum ne nabín parhá, ki jis ne ibtidá men unhen khalq kiyá, us ne unhen nar o máda banáyá,

5 Aur bolá, ki Is liye mard apne má báp ko chhoṛegá, aur

« ZurückWeiter »