Abbildungen der Seite
PDF
EPUB

phets, and garnish the sepul- banáte ho, aur rástbázon kí goron chres of the righteous. ko árásta karte ho,

30 And say, If we had been in the days of our fathers, we would not have been partakers with them in the blood of the prophets.

31 Wherefore ye be witnesses unto yourselves, that ye are the children of them which killed the prophets.

32 Fill ye up then the measure of your fathers.

33 Ye serpents, ye generation of vipers, how can ye escape the damnation of hell?

34 Wherefore, behold, I send unto you prophets, and wise men, and scribes: and some of them ye shall kill and crucify; and some of them shall ye scourge in your synagogues, and persecute them from city to city :

35 That upon you may come all the righteous blood shed upon the earth, from the blood of righteous Abel unto the blood of Zacharias son of Barachias, whom slew between the temye ple and the altar.

36 Verily I say unto you, All these things shall come upon this generation.

37 O Jerusalem, Jerusalem, thou that killest the prophets, and stonest them which are sent unto thee, how often would I have gathered thy children together, even as a hen gathereth her chickens under her wings, and ye would not!

30 Aur kahte ho, ki Ham apne báp dádon ke aiyám men hote, to un ke sath nabíon ke khún men sharík na hote.

31 Is liye tum apne gawáh ho, ki un ke, jinhon ne nabíon ko qatl kiya, farzand ho.

32 Achchhá, tum apne báp dádon ke paimáne ko bharo.

33 Ai sámpon, aur sapolíon kí nasl, tum jahannam ke ązáb se kyúnkar bhágoge?

34 Is liye, dekho, main nabíon, aur dánáon, aur kátibon ko tumháre pás bhejtá hún: aur tum un men se kitnon ko qatl karoge, aur salib doge; aur kitnou ko apne majmąon men kore mároge, aur satákar shahr ba shahr phiráoge:

35 Táki rástbázon ká khún, jo zamín par haháyá gayá hai, Hábíl rástbáz ke khún se lekar, Zakariyá ibn i Barakiyá ke khún tak, jise tum ne haikal aur mazbah ke bích men qatl kiyá, tum par áwe:

36 Main tum se sach kahtá hún, ki Yih sab kuchh is asr ke logon par áwegá.

37 Ai Aurshalím, Aurshalím, jo nabíon ko qatl karti hai, aur unhen,jo tujh pás bheje gaye hain, sangsár karti hai, main ne kitne bár cháhá, ki tere farzandon ko, jis tarah se ki murghi bachon ko paron tale jamą kartí hai, jamą karún, aur tum ne na cháhá !

38 Behold, your house is left unto you desolate.

39 For I say unto you, Ye shall not see me henceforth, till ye shall say, Blessed is he that cometh in the name of the Lord.

CHAPTER XXIV.

1 And Jesus went out, and departed from the temple: and his disciples came to him for to shew him the buildings of the temple.

2 And Jesus said unto them, See ye not all these things? Verily I say unto you, There shall not be left here one stone upon another, that shall not be thrown down.

3¶ And as he sat upon the mount of Olives, the disciples came unto him privately, saying, Tell us, when shall these things be? and what shall be the sign of thy coming, and of the end of

the world?

4 And Jesus answered and said unto them, Take heed that no man deceive you.

5 For many shall come in my name, saying, I am Christ; and shall deceive many.

6 And ye shall hear of wars and rumours of wars: see that ye be not troubled: for all these things must come to pass, but the end is not yet.

7 For nation shall rise against nation, and kingdom against

38 Dekho, tumháre liye tumháre ghar wairán chhorá játá hai. 39 Kyunki main tumhen kahtá hip, ki Tum, jis waqt tak na kahoge, ki Salám us par jo Ķhudáwand ke nám se átá hai, phir tumhárí nigáh mujh par na paregí.

CHAUBISWAN BAB. 1 Aur sá haikal se bahar nikalkar chala gayá: aur us ke shagird us pás áye, táki haikal kí įmáraten use dekhláen.

2 Aur sá ne unhen kahá, Tum in sab chizon ko nahin dekhte ho? main tum se sach kahtá hún, ki Yahan ek patthar dúsre patthar par na chhúțegá, jo girayá na jáegá.

3 Aur jab wuh Zaitán ke pahár par baiṭhá, us ke shagirdon ne us pás khalwat men áke kahá, Ham se kah, ki ye chízen kab hongin? aur tere áne, aur dunyá ke tamam hone ka nishan kya hai?

4 Tab sá ne jawab diyá, aur kahá, Dekho, ki koi tumhen gumráh na kare.

5 Kyunki mere nám se bahutere áwenge, aur har ek kahegá, ki Main Masíh hún; aur bahuteron ko gumráh karenge.

6 Aur tum laráíán aur laráíon kí khabaren sunoge: khabardár, mat ghabráiyo: kyúnki un chízon ká wáqią honá zarúr hai, par intihá hanoz nahin.

7 Ki ummat ummat par, aur mamlukat mamlukat par khurúj

[blocks in formation]

karenge: aur kál parenge, aur wabáen, aur zalzale aksar makánon men áwenge.

8 Ye sab kuchh musí baton kí ibtida hai.

9 Aur we tumhen ranj men dálenge, aur tumhen qatl karenge: aur mere nám ke sabab se sárí ummaten tum se dushmaní rakhengi.

10 Aur us waqt bahutere thokar kháenge, aur ek dúsre ko pakaṛwáegá, aur ek dúsre se dushmaní rakhegá.

11 Aur bahut se jhúthe nabí záhir honge, aur bahuton ko gumráh karenge.

12 Aur is liye ki badkárí bahut hogí, bahuton kí muhabbat thandhí ho jáegí.

13 Par jo akhir tak sabr karegá, wahí naját páegá.

[merged small][ocr errors][merged small]

19 And woe unto them that

are with child, and to them that give suck in those days!

20 But pray ve that your flight be not in the winter, neither on the sabbath day:

21 For then shall be great tribulation, such as was not since the beginning of the world to this time, no, nor ever shall be.

22 And except those days should be shortened, there should no flesh be saved: but for the elect's sake those day shall be shortened.

23 Then if any man shall say unto you, Lo, here is Christ, or there; believe it not.

24 For there shall arise false Christs, and false prophets, and shall shew great signs and wonders; insomuch that, if it were possible, they shall deceive the very elect.

25 Behold, I have told you before.

26 Wherefore if they shall say unto you, Behold, he is in the desert; go not forth: behold, he is in the secret chambers; believe

it not.

27 For as the lightning cometh out of the east, and shineth even unto the west; so shall also the coming of the Son of man be.

28 For wheresoever the carcase is, there will the eagles be gathered together.

29 Immediately after the tribulation of those days shall the

19 Aur afsos un par hai, jo us aiyám men pet wálíán aur dúdh pilánewálíán hon!

20 Aur tum duá mángo, ki tumhárá bhágná jáṛe men, yá sabt ke din par na ho :

21 Kyunki us waqt bari tangi hogí, jo ibtidá i alam se abtak kabhí na húí, aur na kabhí hogí.

22 Aur agar we din kotáh na hote, to ek tan naját na pátá: lekin we roz barguzidon ke liye kotáh kiye jáenge.

23 Tab agar koí tum se kahe, ki Dekho, Masih yahan ya wahán hai; báwar na kijiyo.

24 Kyunki bahut se jhuthe Masíh, aur jhúthe nabí záhir honge, aur aise bare muajize aur karámaten dikháenge, ki agar mumkin hotá, to we unhín barguzídon ko gumráh karte.

25 Dekho, main age se kah chuká hún.

26 Is liye agar we tumhen kahen, ki Dekho, wuh dasht men hai; to báhar mat jáiyo: yá ki dekho, wuh khalwatsará men hai; to bawar na kíjiyo.

27 Is liye ki jis tarah se ki bijli mashriq men chamakti hai, aur maghrab tak roshan kartí hai; Ibn i ádam kí bhí ámad usí tarah se hogí.

28 Kyúnki jahán kahin murdár hai, gidh wahín jamą honge.

29 ¶ Un rozon men, us tangí ke bad, filfaur súraj andherá ho

sun be darkened, and the moon shall not give her light, and the stars shall fall from heaven, and the powers of the heavens shall be shaken:

30 And then shall appear the sign of the Son of man in heaven and then shall all the tribes of the earth mourn, and they shall see the Son of man coming in the clouds of heaven with power and great glory.

31 And he shall send his angels with a great sound of a trumpet, and they shall gather together his elect from the four winds, from one end of haeven to the other.

32 Now learn a parable of the fig tree; When his branch is yet tender, and putteth forth leaves, ye know that summer is nigh:

33 So likewise ye, when ye shall see all these things, know that it is near, even at the door. 34 Verily I say unto you, This generation shall not pass, till all these things be fulfilled.

35 Heaven and earth shall pass away, but my words shall not pass away.

36 But of that day and hour knoweth no man, no, not the angels of heaven, but my Father

only.

37 But as the days of Noe were, so shall also the coming the Son of mane be.

38 For as in the days that were

jáegá, aur chánd apní roshaní na degá, aur sitáre ásmán se girenge, aur ásmánon kí qúwaton ko qarár na rahegá:

30 Aur us waqt Ibn i ádam ká nishán ásmán par numáyán hogá: aur us waqt jahán ke sáre firqa chhátí pítenge, aur Ibn i ádam ko baṛí quwat, aur hashmat se ásmán kí badlíon par áte dekhenge.

31 Aur wuh narsinge ke bare shor ke sath apne firiston ko bhejegá, aur we cháron hawaon se, ásmán ke is sire se us sire tak, us ke barguzidon ko jamą karenge.

32 Ab anjir ke darakht se munasabat síkho ki Jab us ki dálí narm hoti hai, aur patte nikalte hain, tum jánte ho, ki garmi nazdík hai :

33 Isi tarah se jab tum ye sab kuchh dekho, jáno ki wuh nazdík hai, balki darwáze par hai.

34 Main tum se sach kabtá hún, jab tak ki Ye sab chizen púrí na ho len, yih pusht guzar na jáegí.

35 Asmán aur zamín tal jáenge, par merí báten na talengí.

36 Lekin us din aur us sáạt ko faqat mere Báp ke siwá, ásmán ke firishton tak koí nahíp jántá.

37 Aur jis tarah ki Níh ke aiyám men húá, Ibn i ádam ká áná bhí aisá hí hogá.

38 Is liye ki jis tarah we un

« ZurückWeiter »