Abbildungen der Seite
PDF
EPUB

unto him, Seest thou these great buildings? there shall not be left one stone upon another, that shall not be thrown down.

3 And as he sat upon the Mount of Olives, over against the temple, Peter and James and John and Andrew asked him privately,

4 Tell us, when shall these things be? and what shall be the sign when all these things shall be fulfilled?

5 And Jesus answering them, began to say, Take heed lest any man deceive you:

6 For many shall come in my name, saying, I am Christ; and shall deceive many.

7 And when ye shall hear of wars and rumours of wars, be ye not troubled: for such things must needs be; but the end shall not be yet.

8 For nation shall rise against nation, and kingdom against kingdom; and there shall be earthquakes in divers places, and there shall be famines, and troubles; these are the beginnings of sorrows.

9 But take heed to yourselves for they shall deliver you up to councils; and in the synagogues ye shall be beaten : and ye shall be brought before rulers and kings for my sake, for a testimony against them.

10 And the Gospel must first be published among all nations.

ki Tú ye barí juṭráíán dekhta hai? yih sab ke sab ḍháe jáenge, ki patthar par patthar na chhútega.

3 Aur jab wuh Jalpáí ke pahár par girje ke sámhne baiṭhá thá, tab Pitras, aur Yaqub, aur Yohná, aur Andriyas ne nirále men use púchhá,

4 Ki Ham se kahiye, ki yih sab kuchh kab hogá? aur jab yih sab kuchh púrá hone lagegá, to us waqt kí kya nishání hai?

5 sá ne jawab men unhen kahná shuru kiya, ki Hoshyár ho, ki tumhen koí fareb na dewe. 6 Kyunki bahutere mere nám se áwenge, aur kahenge, ki Main wuh hí hún; aur bahuton ko fareb denge.

7 Par jab tum laṛáíán aur laráíon kí khabren suno, to mat darná: kyúnki in chízon ká honá zarúr hai; par ákhirí abhí na hogí.

8 Kyunki qaum par qaum, aur bádsháhat par bádsháhat charhengí: aur kitne hí makánon men bhondol honge, aur akál aur hangáma honge: ye sab áfaton kí shur hain.

9 Lekin áp áp ko hoshyár rakho kyúnki tum majlison men sompe jáoge; aur jamáąton men máre jáoge: aur tum hákimon aur badshahon ke áge mere wáste pahuncháe jáoge, táki unpar gawáhí howe.

10 Par zarúr hai, ki pahle sab qaumon men Injil sunáí jáe.

11 But when they shall lead you, and deliver you up, take no thought beforehand what ye shall speak, neither do ye premeditate: but whatsoever shall be given you in that hour, that speak ye: for it is not ye that speak, but the Holy Ghost.

12 Now the brother shall betray the brother to death, and the father the son ; and children shall | rise up against their parents, and shall cause them to be put to death. 13 And ye shall be hated of all men for my name's sake: but he that shall endure unto the end, the same shall be saved.

14 But when ye shall see the abomination of desolation, spoken of by Daniel the prophet, standing where it ought not, (let him that readeth understand,) then let them that be in Judea flee to the mountains:

15 And let him that is on the house-top not go down into the house, neither enter therein, to take any thing out of his house:

16 And let him that is in the field not turn back again for to take up his garment.

17 But woe to them that are with child, and to them that give suck in those days!

18 And pray ye that your flight be not in the winter.

19 For in those days shall be affliction, such as was not from the beginning of the creation which God created unto this time, neither shall be.

11 Par jab we tumhen le jáen, aur hawále karen, to jawab dene kí fikr áge se na karo, aur na áge se socho: lekin jo kuchh tum par us ghaṛí ishára kiyá jáe, sab kahiyo: kyúnki kahnewále tum nahin ho, balki Rúh i Pák.

12 Tab bhái bhái ko, aur báp larke ko qatl ke wáste pakaṛwáwegá; aur larke mán báp ká sámhná karenge, aur unhen qatl karwádenge.

13 Aur mere nám ke wáste sab tumháre dushman honge: par jo koí ákhir tak sabr karegá, soí naját páwegá.

14 Par jab tum halák karne kí ghinauní chíz ko, jis kí khabar Dániyál nabí ne dí hai, dekho, ki jahán munásib nabín, tahán khaṛí hai, (jo use paṛhtá hai, so samjhe,) tab we, jo Yáhúdiya men howen, paháṛon men bhágen:

15 Aur jo kothe par howe, so ghar men se kuchh chíz nikálne ko, níche utarke, us men na jáe:

16 Aur jo khet par hai, apní poshák lene ko píchhe na phire.

17 Aur un dinon men petwálíon, aur dúdh piláne wálíon par

afsos hai!

18 So duá mángo, ki tumhárá bhágná járe ke dinon men na ho. 19 Kyunki un dinon men aisá dukh hogá, ki paidáish kí shurý se abtak na húá, aur phir kabhí na hoga.

20 And except that the Lord had shortened those days, no flesh should be saved: but for the elect's sake, whom he hath chosen, he hath shortened the days.

21 And then if any man shall say to you, Lo, here is Christ; or, lo, he is there; believe him not:

22 For false Christs and false

prophets shall rise, and shall shew signs and wonders, to seduce, if it were possible, even the elect.

23 But take ye heed: behold, I have foretold you all things.

24 But in those days, after that tribulation, the sun shall be darkened, and the moon shall not give her light,

25 And the stars of heaven shall fall, and the powers that are in heaven shall be shaken.

26 And then shall they see the Son of man coming in the clouds with great power and glory.

27 And then shall he send his angels, and shall gather together his elect from the four winds, from the uttermost part of the earth to the uttermost part of heaven.

28 Now learn a parable of the fig tree; When her branch is yet tender, and putteth forth leaves, ye know that summer is

near:

29 So ye in like manner, when

20 Aur agar Khudáwand un dinon ko na ghaṭáta, to ek ádmí na bachtá; par apne chune húon ke waste, us ne un dinon ko ghaṭáyá hai.

21 Tab agar koi tumhen kahe, ki Dekho, Masih yahan, yá wahan hai; tú sach mat jániyo. 22 Kyúnki jhúthe Masíh aur jhúthe paighambar niklenge, aur baṛí bari karámaten aur nishaníán dikháwenge, ki agar ho saktá, to chune húon ko bhí fareb dete.

23 Par tum khabardár ho: dekho, main ne tumhen áge se chitá rakha hai.

24 Aur un dinon men us dukh ke pichhe súraj andhyárá hogá, aur chánd apná unjiyálá na degá,

25 Aur ásmán se sitáre girenge, aur ásmán kí mazbútíán hil jáengí.

26 Aur us waqt log ádam ke Farzand ko badlí par bari qudrat aur buzurgí ke sath áte dekhenge.

27 Aurus waqt wuh apne firishton ko bhejegá, aur apne chune húe logon ko dunyá kí cháron taraf se, ásmán kí khont se zamín kí khont tak, ekṭhe karegá.

28 Ab anjir ke darakht se ek kaháwat síkho; Jab ki us kí ḍálián narm hoti hain, aur pattí nikaltí hain, tum jánte ho ki garmí ke din nazdík hain:

29 Isi tarah jab tum dekho, ki

ye shall see these things come to pass, know that it is nigh even

at the doors.

30 Verily I say unto you, That this generation shall not pass, till all these things be done. 31 Heaven and earth shall pass away but my words shall not pass away.

32 But of that day and that hour knoweth no man, no, not the angels which are in heaven, neither the Son, but the Father. 33 Take ye heed, watch and pray for ye know not when the time is.

34 For the Son of man is as a man taking a far journey, who left his house, and gave authority to his servants, and to every man his work, and commanded the porter to watch.

35 Watch ye therefore: for ye know not when the master of the house cometh, at even, or at midnight, or at the cock-cro wing, or in the morning:

36 Lest coming suddenly he find you sleeping.

I

37 And what I say unto you, say unto all, Watch.

CHAPTER XIV.

1 After two days was the feast of the passover, and of unleavened bread: and the chief priests and the scribes sought how they might take him by craft, and put him to death.

ye chízen á pahunchín, to jáno, ki wuh nazdík hai, hán darwaze par.

30 Main tum se sach kahtá hún, ki yih pírhí guzar na jáegí, jab tak yih sab na hole.

31 Asmán aur zamín tal jáenge: par merí báten na talengí.

32 Par us din aur us gharí kí bábat, siwá Báp ke, na ásmani firishte, aur na Betá, koí nahin jántá.

33 Tum hoshyár raho, jágte raho, aur duá mángo: kyúnki tum nahín jante, ki waqt kab hai. 34 Yih aisá hai, jaise ki ek shakhs ne dúr ká safar karte húe ghar ko chhorá, aur apne naukaron ko hukm diyá, aur harek ko us ká kám sompá, aur chaukídár ko kahá, kijágte raho.

35 Isliye jágte raho: kyúnki, tum nahí jánte, ki ghar ká málik kab áwegá, cháhe shám ko, cháhe rát ko, chahe murgh ke báng dete waqt, cháhe subh ko: 36 Na ho ki wuh achának áke tumhen sote páwe.

37 Jo kuchh main tumhen kahtá hún, so sabhon se kahtá hún; ki Jágte raho.

CHAUDAHWAN BAB. 1 Do din ke pichhe bekhamírí rotí ká Párjáná parab húá: aur sardár pádrí aur likhnewále tadbir kar rahe the, ki use kisí tarah fareb se pakaṛlen aur ján se máren.

[blocks in formation]
[blocks in formation]

5 Kyúnki yih tín sau chauanni se ziyada bik saktáthá, aur kangálon ko diyá játá. Aur we us aurat se gurguráne lage.

6 Tab sá ne kahá, ki Use rahne do; use kyún satáte ho? us ne mujh se achchhá sulúk kiya hai.

7 Kyunki tum kangálon ko hamesha apne sáth páoge, aur jab cháho, un se nekí kar sakte ho: par main hamesha tumháre sáth na húngá.

8 Jo kuchh wuh kar sakí, so us ne kiya hai: us ne mere gáṛne ke liye áge se mujh par atr lagáyá.

9 Main tum se sach kahtá hún, ki tamám dunyá men, jahán kahin yih Injil sunáí jáegí, yih bhí, jo us ne kiyá hai, us kí yádgárí ke liye kahá jaegá.

10 Tab un bárah men se ek Yihúdáe Iskariyútí sardár pádríon ke pás gayá, táki use un ke háth pakaṛwá dewe.

« ZurückWeiter »