Abbildungen der Seite
PDF
EPUB

14 And the soldiers likewise demanded of him, saying, And what shall we do? And he said unto them, Do violence to no man, neither accuse any falsely; and be content with your wages. 15 And as the people were in expectation, and all men mused in their hearts of John, whether he were the Christ, or not;

16 John answered, saying unto them all, I indeed baptize you with water; but one mightier than I cometh, the latchet of whose shoes I am not worthy to unloose he shall baptize you with the Holy Ghost and with fire:

17 Whose fan is in his hand, and he will throughly purge his floor, and will gather the wheat into his garner; but the chaff he will burn with fire unquenchable.

18 And many other things in his exhortation preached he unto the people.

19 But Herod the tetrach, being reproved by him for Herodias his brother Philip's wife, and for all the evils which Herod had done,

20 Added yet this above all, that he shut up John in prison.

21 Now when all the people were baptized, it came to pass, that Jesus also being baptized, and praying, the heaven was opened,

22 And the Holy Ghost descended in a bodily shape like

14 Sipahíon ne bhí us se púchhá, ki Ham kya karen? Us ne unhen kahá, ki Na kisí par zulm karo, na tuhmat lagáo; aur apne rozíne par rází raho.

15 Aur jab log sochte,* aur sab apne dil men Yahiyá kí bábat khiyál karte the, ki kyá wuh Masih hai;

16 Yahiyá ne un sab ke jawab men kahá, ki Main to tumhen pání se baptismá detá hún; par mujh se ek baṛí qudratwálá átá hai, jis kí jútí ká band kholne láiq nahín hún: wuh tumhen Rúh i Quds aur ág se báptismá degá :

17 Us ke háth men súp hai; wuh apne khaliyán ko khúb sáf karegá, aur gehún ko apní kothí. men jamą karegá; phir bhúsí ko us ág men, jo nahín bujhtí, jaláwegá.

18 Aur wuh logon ko aur bahut bát men nasihat kartá, aur khushkhabarí detá rahá.

19 Par Herodis chautháí ke hákim ne, apne bháí Failbús kí jorú Herodiyás ke sabab, aur aur sab badíon ke liye, jo us ne kín, Yahiyá se malámat uṭháke, 20 Sab par yih ziyáda kiyá, ki us ko qaid rakhá.

21 Aur aisá húá, ki jab sab log baptismá pá rahe the, aur sá bhí báptismá pákar duá máng rahá thá, ásmán khul gayá,

22 Aur Rúh i Quds, jism kí súrat men, kabútar ki tarah, us * Ráh takte.

a dove upon him, and a voice came from heaven, which said, Thou art my beloved Son; in thee I am well pleased.

23 And Jesus himself began to be about thirty years of age, being (as was supposed) the son of Joseph, which was the son of Heli,

24 Which was the son of Matthat, which was the son of Levi, which was the son of Melchi, which was the son of Janna, which was the son of Joseph,

25 Which was the son of Mattathias, which was the son of Amos, which was the son of Naum, which was the son of Esli, which was the son of Nagge,

26 Which was the son of Maath, which was the son of Mattathias, which was the son of Semei, which was the son of Joseph, which was the son of Juda, 27 Which was the son of Joanna, which was the son of Rhesa, which was the son of Zorobabel, which was the son of Salathiel, which was the son of Neri,

28 Which was the son of Melchi, which was the son of Addi, which was the son of Cosam, which was the son of Elmodam, which was the son of Er,

29 Which was the son of Jose, which was the son of Eliezer, which was the son of Jorim, which was the son of Matthat, which was the son of Levi,

30 Which was the son of Si

par utrá, aur ásmán se áwáz áí, ki Tú merá piyará Betá hai; tujh se main rází hún.

23 Aur sá baras tísek ká hone lagá, (aur jaisá ki samjhá játá thá,) wuh Yúsuf ká beţá thán Yúsuf Helí ká.

24 Heli Mastát ká, Mastát Liwí ká, Liwi Milkhí ká, Milkhí Yáná ká, Yáná Yúsuf ká,

25 Yusuf Matásiyá ká, Matásiyá Amus ká, Amús Náúm ká, Náúm Islí ká, Islí Nigáí ká,

26 Nigáí Máas ká, Máas Matásiyá ká, Matásiyá Simaí ká, Simaí Yusuf ká, Yúsuf Yahúdá ká,

27 Yadúdá Yohná ká, Yohná Resá ká, Resá Zorbábil ká, Zorbábil Sálásíl ká, Sálásíl Nerí ká,

28 Nerí Milkhí ká, Milkhí Adí ká, Adí Kosám ká, Kosám Almodám ká, Almodám Air ká,

29 Air Yúsí ká, Yásí Elizar ká, Elizar Yorím ká, Yorím Matsát ká, Matsát Liwí ká,

30 Liwi Shamán ká, Shaman

meon, which was the son of Juda, | Yahúdá ká, Yahúdá Yúsuf ká,

which was the son of Joseph, which was the son of Jonan, which was the son of Eliakim.

31 Which was the son of Melea, which was the son of Menan, which was the son of Mattatha, which was the son of Nathan, which was the son of David,

32 Which was the son of Jesse, which was the son of Obed, which was the son of Booz, which was the son of Salmon, which was the son of Naasson,

33 Which was the son of Aminadab, which was the son of Aram, which was the son of Esrom, which was the son of Phares, which was the son of Juda,

34 Which was the son of Jacob, which was the son of Isaac, which was the son of Abraham, which was the son of Thara, which was the son of Nachor.

35 Which was the son of Saruch, which was the son of Ragau, which was the son of Phalec, which was the son of Heber, which was the son of Sala,

36 Which was the son of Cainan, which was the son of Arphaxad, which was the son of Sem, which was the son of Noe, which was the son of Lamech,

37 Which was the son of Mathusala, which was the son of Enoch, which was the son of Jared, which was the son of Maleleel, which was the son of Cainan.

38 Which was the son of Enos,

Yúsuf Yonán ká, Yonán Elyáqím ká,

31 Elyáqím Melyá ká, Melyá Máinán ká, Máinán Matásá ká, Matásá Násán ká, Násán Dáúd ká,

32 Dáúd Isí ká, Isí Obed ká, Obed Búz ká, Búz Salmún ká, Salmún Náson ká,

33 Náson Amíndáb ká, Amindáb Arám ká, Arám Isron ká, Isron Fáriz ká, Fáriz Yahúdá ká,

34 Yáhádá Yaqub ká, Yaqúb Isháq ká, Isháq Ibráhím ká, Ibráhím Tárá ká, Tárá Nákhor ká;

35 Nákhor Sárokh ká, Sárokh Rágú ká, Rágú Fálik ká, Fálik Ebar ká, Ebar Sálá ká,

36 Sálá Qainán ká, Qainán Arfakhshad ká, Arfakhshad Sám ká, Sám Núh ká, Núh Lámikh ká,

37 Lámikh Mátúsalá ká, Mátúsálá Akhnúkh ká, Akhnúkh Yárad ká, Yárad Málelil ká, Málelíl Qainán ká,

38 Qainan Inosh ká, Inosh Shit

which was the son of Seth, which ká, Shít Adam ká, Adam Khudá was the son of Adam, which was the son of God.

ká.

CHAPTER. IV.

1 And Jesus being full of the Holy Ghost returned from Jordan, and was led by the Spirit into the wilderness,

2 Being forty days tempted of the devil. And in those days he did eat nothing: and when they were ended, he afterward hungered.

3 And the devil said unto him, If thou be the Son of God, command this stone that it be made bread.

4 And Jesus answered him, saying, It is written, That man shall not live by bread alone, but by every word of God.

5 And the devil, taking him up into an high mountain, shewed unto him all the kingdoms of the world in a moment of time.

6 And the devil said unto him, All this power will I give thee, will I give thee, and the glory of them: for that is delivered unto me; and to whomsoever I will I give it.

7 If thou therefore wilt worship me, all shall be thine.

8 And Jesus answered and said unto him, Get thee behind me, Satan: for it is written, Thou shalt worship the Lord thy God, and him only shalt thou serve.

9 And he brought him to Jeru

CHAUTHA BAB.

1 Aur sá Rúh i Quds se bhará húá, Ardan se phirá, aur Rúh kí rahnumáí se jangal men gayá,

2 Aur chálís din tak shaitán se ázmáyá gayá. Aur un dinon men kuchh na kháyá: jab we din púre húe, áķhir ko bhúkhá húá.

3 Tab shaitán ne use kahá, ki Agar tú Khudá ká Bețá hai, to is patthar ko kah, ki roțí ho jáe.

4 sá ne jawab men use kahá, Likha hai, ki Admí sirf roți se nahín, balki Khudá kí har ek bát se jítá hai.

5 Aur shaitán ne use ek únche pahár par lejáke, dunyá kí sárí badshahaten ek dam men dikháín.

6 Aur shaitán ne use kahá, ki Main yih sárá ikhtiyár, aur un kí shan shaukat tujhe dángá: kyúnki yih mujh ko sompá gayá hai; jis ko cháhtá hún, detá hún.

7 Pas agar tú mujhe sijda kare, sab terá hogá.

8 sá ne use jawab men kahá, ki Ai shaitán, mere sámhne se já: kyúnki likhá hai, ki Tú Khudáwand ko, jo terá Khudá hai, sijda kar, aur sirf usí kí bandagi kar.

9 Wuh use Aurshalím men

[blocks in formation]
« ZurückWeiter »