Abbildungen der Seite
PDF
EPUB
[blocks in formation]

10 And he said, Unto you it is giving to know the mysteries of the kingdom of God: but to others in parables; that seeing they might not see, and hearing they might not understand.

11 Now the parable is this: The seed is the word of God.

12 Those by the way side are they that hear; then cometh the devil, and taketh away the word out of their hearts, lest they should believe and be saved.

13 They on the rock are they, which, when they hear, receive the word with joy; and these have no root, which for a while believe, and in time of temptation fall away.

14 And that which fell among thorns are they, which, when they have heard, go forth, and are choked with cares and riches and pleasures of this life, and bring no fruit to perfection.

15 But that on the good ground are they, which in an honest and good heart, having heard the word, keep it, and bring forth fruit with patience.

16 No man, when he hath

8 Aur kuchh achchhí zamín men girá, aur ugke sauguná phalá. Yih kahke, us ne pukárá, ki Jise sunne ká kán ho, sune.

9 Us ke shágirdon ne use púchhá, ki Yih tamsíl kya hai?

10 Us ne kahá, ki Ķhudáwand kí bádsháhat ká bhed samajhná, tumhen diyá gayá hai: par auron ko tamsil men; ki dekhte húe na dekhen, aur sunte húe na samjhen.

11 Tamsíl yih hai: ki bíj Ķhudá ká kalám hai.

12 Jo ráh ke kináre hain, we hain ki sunte hain; tab shaitán áke, is kalám ko un ke dil se nikál lejátá hai, ki aisá na ho, ki ímán láke, naját páwen.

13 Aur patthar par ke we hain, ki jab kalám ko sunte hain, to khushi se qabúl karte hain, lekin jar nahin rakhte; kuchh din ímán láke, ázmáish ke waqt phir játe.

14 Aur jo kánton men gire, we hain, ki sunte, aur jáke fikr, aur daulat, aur zindagání kí aish men dab játe, aur phal ke pakne kí naubat nahin pahunchtí.

15 Par jo achchhí zamín par gire we hain, jo achchhe aur nek dil se kalám ko sunke, yád rakhte, aur sabr karke* phalte.

16 ¶ Koí chirágh jaláke, bar* Yá hamesha.

lighted a candle, covereth it with a vessel, or putteth it under a bed; but setteth it on a candlestick, that they which enter in may see the light.

17 For nothing is secret, that shall not be made manifest; nei- | ther any thing hid, that shall not be known and come abroad.

18 Take heed therefore how ye hear for whosoever hath, to him shall be given; and whosoever hath not, from him shall be taken even that which he seemeth to have.

19 Then came to him his mother and his brethren, and could not come at him for the press.

20 And it was told him by certain which said, Thy mother and thy brethren stand without, desiring to see thee.

21 And he answered and said unto them, My mother and my brethren are these which hear the word of God, and do it.

22

Now it came to pass on a certain day, that he went into a ship with his disciples: and he said unto them, Let us go over unto the other side of the lake. And they launched forth.

23 But as they sailed he fell asleep and there came down a storm of wind on the lake; and they were filled with water, and were in jeopardy.

24 And they came to him, and awoke him, saying, Master, master, we perish. Then he arose,

tan se nahíp chhipátá, na palang tale rakhtá; balki chirághdán par rakhta hai, táki andar ánewále unjálá dekhen.

17 Kyunki kuchh poshida nahín, jo záhir na hogá; aur na koí chhipá, jo málúm na hogá, aur khul na jáegá.

18 Pas dekho, ki tum kis tarah sunte ho: kyúnki jo rakhtá hai, use diyá jáegá; aur jo nahín rakhtá, us se jo apní dánist men rakhta hai, liyá jáegá.

19¶ Tab us kí mán aur us ke bháí us pás áe, aur bhír ke sabab us ke pás na já sake.

20 Aur use khabar húí, ki Terí má, aur tere bhái báhar khare, tujhe dekhá cháte hain.

21 Us ne jawáb men unhen kahá, ki Merí má, aur mere bháí we hain, ki Khudá ká kalám sunen, aur us par amal karte hain. 22 Aur ek din aisá húá, ki wuh aur us ke shágird náo par charhe: aur us ne un se kahá, Ao jhíl ke pár chalen. Tab we lechale.

23 Par jab náo chalí játí thí, wuh sogayá: aur jhíl par baṛí ándhí áí; aur náo pání se bharne lagí, aur we khatre men pare.

24 Tab we ás pás áe, aur use jagáke kahá, ki Sáhib, ai sáhib, ham mare. Tab us ne uthke,

and rebuked the wind and the raging of the water: and they ceased, and there was a calm. 25 And he said unto them, Where is your faith? And they being afraid wondered, saying one to another, What manner of man is this! for he commandeth even the winds and water, and they obey him.

26 And they arrived at the country of the Gadarenes, which is over against Galilee.

27 And when he went forth to land there met him out of the city a certain man, which had devils long time, and ware no clothes, neither abode in any house, but in the tombs.

28 When he saw Jesus, he cried out, ond fell down before him, and with a loud voice said, What have I to do with thee, Jesus, thou Son of God most high? I beseech thee, torment

[blocks in formation]

hawá aur pání kí lahron ko dhamkáyá: to tham gaín, aur chain húá.

25 Aur un se kahá, Tumhárá ímán kaháp hai? We ḍar gae, aur tájjub karke ápas men kahne lage, ki Yih kaun hai! ki hawá aur pání par hukm kartá hai, aur we us kí mánte hain.

26 Aur we Gadarion ke mulk men, jo us pár Jalil ke sámhne hai, pahunche.

27 Aur jab wuh kináre par utará, to us shahr ká ek mard, jis par muddat se shaitán the, aur na kapre pahintá, aur na ghar men, balki qabristán men rahtá thá, use milá.

28 Jab us ne Psá ko dekhá, chilláke us ke páon par girá, aur áwáz se kahá, ki Ai sá, Khudá tálá ke Bețe, mujh ko tujh se kyá kám? terí minnat kartá hún ki mujhe dukh na de.

29 (Isliye ki us nápák ráh se hukm kiyá thá, ki Is ádmí se nikal já. Kyánki aksar use pakartí thí, aur harchand use zanjíron aur beríon se jakaṛke khabardárí karte the, par wuh zanjíron ko tortá thá, aur shaitán use jangal men daurátá thá.)

30 Tab sá ne use púchhá, ki terá kyá nám hai? Wuh bolá, Legion:+ kyúuki bahut shaitán us par the.

31 Unhon ne us kí minnat kí, *Yane hawá aur pání tham gaye.

+ Qarib chha hazár ke.

he would not command them to

go out into the deep.

:

32 And there was there an herd of many swine feeding on the mountain and they besought him that he would suffer them to enter into them. And he suffered them.

33 Then went the devils out of the man, and entered into the swine and the herd ran violently down a steep place into the lake, and were choked.

34 When they that fed them saw what was done, they fled, and went and told it in the city and in the country.

35 Then they went out to see what was done; and came to Jesus, and found the man, out of whom the devils were departed, setting at the feet of Jesus, clothed, and in his right mind: and they were afraid.

36 They also which saw it told them by what means he that was possessed of the devils was healed.

37 Then the whole multitude of the country of the Gadarenes round about besought him to depart from them; for they were taken with great fear and he went up into the ship, and returned back again.

:

38 Now the man out of whom the devils were departed besought him that he might be with him but Jesus sent him away, saying,

39 Return to thine own house,

Hamen gahre men jane ka hukm

na kar.

32 Wahán súaron ká bará ghol pahár par chartá thá: unhon ne us kí minnat kí, ki hamen un men jane de. Us ne jáne diyá.

33 Aur shaitán us ádmí se nikalke, súaron par chaṛhe: aur ghol karáre par se jhíl men kúdkar dúb gayá.

34 Charánewále us hál ko dekhke, bhage, aur jáke shahr aur gáow men khabar di.

35 Tab we us hál dekhne nikle; aur sá ke pás áe, aur us ádmí ko, jis se deo nikal gae the, kapre pahne, aur hoshyár ṛsá ke páon ke pás baiṭhá páyá: aur dar gae.

36 Tab dekhnewálon ne un ko khabar dí, ki wuh diwána kis tarah changá húá.

37 Aur Gadaríon ke ás pás ke mulk ke sab logon ne use darkhwást kí, ki hamáre pás se chalá já; kyúnķi unhen bará dar paith gayá thá; aur wuh náo charhke phirá.

38 Aur us mard ne, jis par se shaitán utar gae the, us kí minnat kí, ki mujhe apne sáth rahne de: par sá ne use rukhsat karke, kahá,

39 Ki Apne ghar ko phir, aur

and shew how great things God hath done unto thee. And he went his way, and published throughout the whole city how great things Jesus had done unto him.

40 And it came to pass, that, when Jesus was returned, the people gladly received him: for they were all waiting for him.

41 And, behold, there came a man named Jairus, and he was a ruler of the synagogue: and he fell down at Jesus' feet, and besought him that he would come into his house:

42 For he had one only daughter, about twelve years of age, and she lay a dying. But as he went the people thronged him.

43 ¶ And a woman having an issue of blood twelve years, which had spent all her living upon physicians, neither could be healed of any,

44 Came behind him, and touched the border of his garment: and immediately her issue of blood stanched.

45 And Jesus said, Who touched me? When all denied, Peter and they that were with him

said, Master, the multitude multitude throng thee and press thee, and sayest thou, Who touched me?

46 And Jesus said, Somebody hath touched me: for I perceive that virtue is gone out of me.

74 And when the woman saw

jo kuchh Khudá ne tere sath kiyá hai, bayán kar. Wuh gayá, aur jo kuchh sá ne us ke sáth kiyá thá, tamám shahr men sunáyá.

40 ¶ Aur aisá húá, ki jab ṛsá phirá, logon ne use áge se liyá : kyúnki us kí ráh takte the.

41 Aur dekho, ki Yáeras nám ek shakhs, jo įbádatkháne ká sardár thá: aur sá ke qadamon par girke, us kí minnat kí, ki mere ghar chal :

42 Kyunki us ki iklautí betí, jo bárah barasek kí thí, marne par thí. Aur jab wuh jáne lagá, log us par gire parte the.

43 Aur ek aurat ne, jis ko bárah baras se lahú járí thá, aur apná sárá mál hakímon par kharch kiya, par kísú se changí na ho saktí,

44 Us ke pichhe áke, us kí poshák ká dáman chhúá; aur usí dam us ká lahú bahná band ho gaya.

45 Tab sá ne kahá, Kis ne mujhe chhúá? Jab sab inkár karne lage, Pitras aur us ke sáthíon ne kahá, ki Ai Sáhib, log tujh par gire parte hain, aur dabáe lete, aur tú kahtá hai, ki Kis ne mujhe chhúá?

46 Magar sá ne kahá, ki Kisú ne mujhe chhúá: kyúnki main jántá hún, ki qúwat mujh men se niklí.

47 Jab us aurat ne dekhá, ki

« ZurückWeiter »