Abbildungen der Seite
PDF
EPUB
[ocr errors][merged small][merged small][merged small][merged small]

45 ¶ Tab piyáde sardár pádríon aur Farísíon ke pás phir áe; aur unhon ne unhen kahá ki Use kyún na láe?

46 Piyádon ne jawáb diyá, ki Kabhí kisí ne is shakhs kí mánind nahin kahá.

47 Tab Farísíon ne unhen jawáb diyá, Kyá tum bhí bahk gae? 48 Kyá sardáron yá Farísion men se koí uspar ímán láyá hai ? 49 Par ye log, jo shariyat ko nahín jante, so lanatí hain.

50 Niqodímús ne (jo rát ko Įsá ke pás áyá thá, aur ek un men se thá,) unhen kahá,

51 Kyá hamárí shariyat kisí ádmí ko be sune aur jane, ki wuh kyá karta hai, gunáhgár tharátí hai?

52 Unhon ne use jawáb diyá, ki Kyá tú bhí Jalil ká hai? Dhúndh aur dekh: ki Jalil se koí paighambar nahíŋ nikaltá hai. 53 Phir harek apne apne ghar ko gayá.

ATHWAN BAB.

1 Tab sá Jalpáí ke pahár ko gayá.

2 Aur fajr ko tarke girje men phir áyá, aur sab log us ke pás áe; aur us ne baithkar unhen nasihat ki.

3 Tab Likhnewále aur Farísí ek aurat ko, jo ziná men pakṛí gaí thí, us pás láe; aur use bích men khará karke,

4 Use kahá, ki Ai Ustád, yih aurat ziná kartehí pakṛí gaí.

5 Now Moses in the law commanded us, that such should be stoned: but what sayest thou?

6 This they said, tempting him, that they might have to accuse him. But Jesus stooped down, and with his finger wrote on the ground, as though he heard them

not.

7 So when they continued asking him, he lifted up himself, and said unto them, He that is without sin among you, let him first cast a stone at her.

8 And again he stooped down, and wrote on the ground.

9 And they which heard it, being convicted by their own conscience, went out one by one, beginning at the eldest, even unto the last: and Jesus was left alone, and the woman standing in the midst.

10 When Jesus had lifted up himself, and saw none but the woman, he said unto her, Woman, where are those thine accusers? hath no man condemned thee?

11 She said, No man, Lord. And Jesus said unto her, Neither do I condemn thee: go, and sin no more.

12 Then spake Jesus again unto them, saying, I am the light of the world: he that followeth me shall not walk in darkness, but shall have the light of life.

13 The Pharisees therefore said

5 Ab Músá ne to Tauret men ham ko hukm kiya hai, ki Aise par pathráo kiyá chahiye: par áp kya kahte hain?

6 Par unhon ne use parakhne ke liye yih kahá, jis men we us par tuhmat ká sabab páwen. Par sá níche jhukke unglí se zamín par likhne laga.

7 Aur jab we use púchhte gae, tab us ne sídhe hokar unhen kahá, ki Tum men jo begunáh howe, so pahle use patthar máre.

8 Aur phir jhukke zamín par likhá.

9 Yih sunke dil hí dil men sharminda hoke, bare se leke chhote tak, ek ek karke chale gae: aur sá akelá rah gayá, aur wuh aurat bích men khari rahí.

10 Tab sá ne sídhe hokar us aurat ke siwá kisí ko na dekhá, aur use kahá, ki Ai aurat, terí tuhmat karnewále kahán hain? kyá kisí ne tujh par hukm na kiyá?

11 Wuh bolí, ki Ai Ķhudáwand, kisí ne nahín. sá ne use kahá, ki Main bhí tujh par hukm nahín kartá: já, aur phir gunáh na kar.

12 sá phir logon se kahne lagá, Dunyá ká unjiyálá main hún: jo mere píchhe átá hai, so andhyáre men na chalegá, par zindagi ká unjiyálá páwegá.

13 Isliye Farísíon ne use kahá,

unto him, Thou bearest record of thyself; thy record is not true.

14 Jesus answered and said unto them, Though I bear record of myself, yet my record is true: for I know whence I came, and whither I go; but ye cannot tell whence I come, and whither I go.

15 Ye judge after the flesh; I judge no man.

16 And yet if I judge, my judgment is true: for I am not alone, but I and the Father that sent me.

17 It is also written in your law, that the testimony of two men is true.

18 I am one that bear witness of myself, and the Father that sent me beareth witness of me.

19 Then said they unto him, Where is thy Father? Jesus answered, Ye neither know me, nor my Father: if ye had known me, ye should have known my Father also.

20 These words spake Jesus in the treasury, as he taught in the temple and no man laid hands on him; for his hour was not yet

come.

21 Then said Jesus again unto them, I go my way, and ye shall seek me, and shall die in your sins: whither I go, ye cannot

come.

ki Tú apne haqq men gawáhí detá hai; terí gawáhí durust nahin hai.

14 Isa ne jawab diya, ki Agarchi main apne haqq men gawáhí detá hún: par meri gawáhí durust hai, kyúnki main jántá hún, ki main kahan se áyá hún, aur main kahán játá hún; par tum nahín jante, ki main kahán se átá hún, aur kahán játá hún.

15 Tum dunyá ke muwáfiq insaf karte ho, main kisí ká insáf nahin kartá.

16 Aur main agar insaf karún, to merá insaf durust hai: kyúnki main akelá nahín, par main aur Báp, jis ne mujhe bhejá.

17 Tumhárí shariyat men bhí likhá hai, ki Do shakhs kí gawáhí durust hai.

18 Ek to main hún, jo apne haqq men gawáhí detá hún, aur dúsrá Báp hai, jis ne mujhe bhejá, mere liye gawáhí deta hai.

19 Tab unhon ne use púchhá, ki Terá Báp kahán hai? ņsá ne jawab diyá, ki Tum na mujhe jante ho, na mere Báp ko: agar tum mujhe jánte, to mere Báp ko bhí jánte.

20 sá ne ye baten girje ke khazáne men nasihat karte húe kabín: aur kisí ne use na pakṛá; kyúnki us ká waqt abtak nahin pahuuchá thá.

21 Phir sá ne unhen kahá, ki Main to játá hún, aur tum mujhe dhúndhoge, aur apne gunáh men maroge: jahan main jatá hún, tahán tum á nahín sakte.

22 Then said the Jews, Will he kill himself? because he saith, Whither I go, ye cannot come.

23 And he said unto them, Ye are from beneath; I am from above: ye are of this world; I am not of this world.

24 I said therefore unto you, that ye shall die in your sins: for if ye believe not that I am he, ye shall die in your sins.

25 Then said they unto him, Who art thou? And Jesus saith unto them, Even the same that I said unto you from the beginning.

26 I have many things to say and to judge of you: but he that sent me is true; and I speak to the world those things which I have heard of him.

27 They understood not that he spake to them of the Father.

28 Then said Jesus unto them, When ye have lifted up the Son of man, then shall ye know that I am he, and that I do nothing of myself; but as my Father hath taught me, I speak these things.

29 And he that sent me is with me: the Father hath not left me alone; for I do always those things that please him.

30 As he spake these words, many believed on him.

31 Then said Jesus to those

22 Tab Yahúdíon ne kahá, Kyá wuh apne taín márḍálegá? jo kahta hai, ki Jaháp main játá hún, tahán tum nahín sakte.

23 Us ne unheu kahá, Tum níche se ho; main úpar se hún: tum is dunyá ke ho; main is dunyá ká nahín hún.

24 Isliye main ne tumhen kahá, ki Tum apne gunáh men maroge: kyúnki agar tum ímán na láoge, ki main hún, to tum apne gunáhon men maroge.

25 Tab unhon ne use púchhá, ki Tú kaun hai? sá ne jawáb diyá, ki Wahí, jo main ne tumhen shurá se kahá.

26 Tumhen kahne aur hukm karne ko mere pás bahutsí báten hain: par merá bhejnewálá sachchá hai; jo báten main ne us se suní hain, so men dunyá se kahtá hún.

27 We na samjhe, ki wuh un se Báp kí kahá thá.

28 Par sá ne unheŋ kahá, ki Jab tum ádam ke Farzand ko úncháí par utháoge, tab tum jánoge, ki main hún, aur áp se kuchh nahin kartá; magar jaisá ki mere Báp ne mujhe hukm kiyá, maiu we báten kahtá húp. 29 Aur merá bhejnewálá mere sáth hai; Báp ne mujhe akelá na chhorá; kyúnki main hamesha aise kám kartá hún, jo use pasand haig.

30 Jab wuh ye baten kahtá thá, bahutere us par ímán láye. 31 Tab sá ne apne ímándár

Jews which believed on him, If ye continue in my word, then are ye my disciples indeed; 32 And ye shall know the truth, and the truth shall make you free. 33 They answered him, We be Abraham's seed, and were never in bondage to any man : how sayest thou, Ye shall be made free?

34 Jesus answered them, Verily, verily, I say unto you, Whosoever committeth sin is the servant of sin.

35 And the servant abideth not in the house for ever: but the Son abideth ever.

36 If the Son therefore shall make you free, ye shall be free indeed.

37 I know that ye are Abraham's seed; but ye seek to kill me, because my word hath no place in you.

38 I speak that which I have seen with my Father: and ye do that which ye have seen with your father.

39 They answered and said unto him, Abraham is our father. Jesus saith unto them, If ye were Abraham's children, ye would do the works of Abraham.

40 But now ye seek to kill me, a man that hath told you the truth, which I have heard of God: this did not Abraham.

41 Ye do the deeds of your father. Then said they to him,

Yahúdíon se kahá, ki Agar tum merí bát par sábit rahoge, to tum sach mach mere shágird ho.

32 Aur sachcháí ko jánoge, aur sachchái tum ko chhutkárá degí.

33 ¶ Unhon ne use jawab diyá, ki Ham Ibráhím kí nasal se hain, aur kadhí kisí kí ghulámí men na the: tú kyúnkar kahtá hai, ki Tum chhutkárá páoge?

34 sá ne unhen jawáb diyá, ki Main tum se sach sach kahtá hún, ki Jo koí gunáh kartá hai so gunah ká ghulam hai.

35 Aur ghulam hamesha gharáne men nahin rahtá, par betá hamesha rahta hai.

36 Isliye agar bețá tum ko chhuṛáwe, to tum sach mach chhút jáoge.

37 Main jántá hún, ki tum Pbráhím kí nasal ho; lekin tum mujhe qatl karne chahte ho, kyúnki tum men merí bát kí jagah nahin hai.

38 Main ne, jo apne Báp ke sáth dekhá hai, sohí kahtá hún: aur jo tum ne apne Báp ke sáth dekha hai, so karte ho.

39 Unhon ne jawab men use kahá, Hamará Báp Ibráhím hai. Įsá ne unhen kahá, ki Agar tum Ibráhím ke larke hote, to tum Ibráhím ke kám karte.

40 Par tum mujhe qatl kiyá chahte ho, aur main ek shakhs hún, ki sachchí bát, jo main ne Khudá se suní, tumhen kahí: yih Ibráhím ne nahin kiya.

41 Tum apne Báp ke kám karte ho. Tab unhon ne jawáb

« ZurückWeiter »