Abbildungen der Seite
PDF
EPUB

ye seek me, let these go their way:

9 That the saying might be fulfilled, which he spake, Of them which thou gavest me have I lost none.

10 Then Simon Peter having a sword drew it, and smote the High Priest's servant, and cut off his right ear. The servant's name was Malchus.

11 Then said Jesus unto Peter, Put up thy sword into the sheath: the cup which my Father hath given me, shall I not drink it? 12 Then the band and the captain and officers of the Jews took Jesus, and bound him,

13 And led him away to Annas first; for he was father in law to Caiaphas, which was the High Priest that same year.

14 Now Caiaphas was he, which gave counsel to the Jews, that it was expedient that one man should die for the people.

15 ¶ And Simon Peter followed Jesus, and so did another disciple: that disciple was known unto the High Priest, and wentin with Jesus into the palace of the High Priest.

16 But Peter stood at the door without. Then went out that other disciple, which was known unto the High Priest, and spake unto her that kept the door, and brought in Peter.

17 Then saith the damsel that kept the door unto Peter, Art

|

hún: so agar tum mujhe dhúndhte ho, to unhen jáne do.

9 Táki us kí kahí húi bát pu howe, ki Jinhen tú ne mujhe diyá hai, un men se main ne ek ko bhí na khoyá.

10 Tab Shamún Pitras ne apní talwár khenchke, Sardár Pádrí ke naukar par chaláí, aur us ká dahná kán uṛá diyá. Aur us naúkar ká nám Malkús thá.

11 Tab sá ne Pitras se kahá, ki Apní talwár niyán men kar: kyá wuh piyála, jo mere Báp ne mujh ko diya hai, main na píon?

12 Tab sipáhí kí jamáąt, aur un ke sardár aur Yahúdíon ke piyádon ne milke Įsá ko pakṛá, aur bándhá,

13 Aur pahle use Anás pás legae; kyúnki wuh us baras ke Sardár Pádrí Qayáfá ká susar thá.

14 Yih wahí Qayáfá hai, jis ne Yahúdíon ko saláh dí, ki logon ke liye ek shakhs ká marná bhalá hai.

15 ¶ Aur Shamún Pitras dúsre shagird ke sath Psá ke pichhe píchhe gayá: aur Sardár Pádrí us dúsre shagird ko jántá thá, aur wuh sá ke sáth Sardár Pádrí ke ghar men gayá.

16 Lekin Pitras darwáze ke pás báhar khaṛá rahá. Tab wuh dúsrá shagird, jo Sardár Pádrí ká jáná húá thá, báhar niklá, aur dehorídáron se kahke Pitras ko bhítar láyá.

17 Tab us dehorídár laundí ne Pitras ko kahá, Kyá tú bhí is

not thou also one of this man's disciples? He saith, I am not.

18 And the servants and officers stood there, who had made a fire of coals; for it was cold: and they warmed themselves : and Peter stood with them, and warmed himself.

19 The High Priest then asked Jesus of his disciples, and of his doctrine.

20 Jesus answered him, I spake openly to the world; I ever taught in the synagogue, and in the temple, whither the Jews always resort; and in secret have I said nothing.

21 Why askest thou me? ask them which heard me, what I have said unto them: behold, they know what I said.

22 And when he had thus spoken, one of the officers which stood by struck Jesus with the palm of his hand, saying, Answerest thou the High Priest so? 23 Jesus answered him, If I have spoken evil, bear witness of the evil: but if well, why smitest thou me?

24 Now Annas had sent him

bound unto Caiaphas the High

Priest.

25 And Simon Peter stood and warmed himself. They said therefore unto him, Art not thou also one of his disciples? He denied it, and said, I am not.

shakhs ke shagirdon men se nahín hai? Wuh bolá, ki Main nahín hún.

18 Ab naukar aur piyáde pás khare hoke, koilon kí ág sulga kar, jáṛe ke sabab se tápte the : aur Pitras bhí un ke sath khará táp rahá thá.

us ke

19¶Tab sardár pádrí ne Įsá se us ke shágirdon aur nasíhat kí bábat píchhá. 20 sá ne use jawáb diyá, ki Main ne dunyá se kholke kahá; main ne hamesha jamáạt men aur Girje men, jahán Yahúdí hamesha jamą hote the, sikháyá kiya; aur main ne chupke kuchh na kahá.

21 Ap mujh se kyún púchhte hain? jinhon ne yih meri suní, un se púchhiye, ki main ne kyá kahá: we jante hain jo main ne kahá.

22 Jab us ne yún kahá, tab piyádon men se ek ne, jo pás khaṛá thá, ṛsá ko tamáncha márke kahá, ki Tú Sardár Pádrí ko yún jawab deta hai?

23 sá ne use jawáb diyá, ki Agar main ne bejá kahá hai, to bejá kí gawáhí de: par agar achchhá, to mujhe kyún mártá hai? 24 Aur Anás ne use bándhke Qayáfá nám Sardár Pádrí ke pás bhejá.

25 Shaman Pitras khará táp rahá thá. So unhon ne use púchhá, ki Tú bhí us ke shágirdon men se hai? Wuh mukar gayá,aur kahá, ki Main nahín hún.

26 One of the servants of the High Priest, being his kinsman whose ear Peter cut off, saith, Did not I see thee in the garden

with him?

27 Peter then denied again : and immediately the cock crew. 28 ¶ Then led they Jesus from Caiaphas unto the hall of judgment: and it was early; and they themselves went not into the judgment hall, lest they should be defiled; but that they might eat the Passover.

29 Pilate then went out unto them, and said, What accusation bring ye against this man?

30 They answered and said unto him, If he were not a malefactor, we would not have delivered him up unto thee.

31 Then said Pilate unto them, Take ye him, and judge him according to your law. The Jews therefore said unto him, It is not lawful for us to put any man to death:

32 That the saying of Jesus might be fulfilled, which he spake, signifying what death he should die.

33 Then Pilate entered into the judgment hall again, and called Jesus, and said unto him, Art thou the king of the Jews? 34 Jesus answered him, Sayest thou this thing of thyself, or did others tell it thee of me?

35 Pilate answered, Am I a Jew? Thine own nation and the

26 Jis ká Pitras ne kán kátá thá, us ke kutum ne, jo Sardár Pádrí ká ek naukar thá, kahá, ki Main ne tujhe us ke sáth bághche men na dekhá thá? 27 Aur Pitras phir mukar gayá: aur wohin murgh ne báng dí. 28 ¶ Tab we sá ko Qayáfá ke ghar se, adálat kí jagah men láe:

: aur yih subh ká waqt thá; par we áp adálat kí jagah men na gae, jis men áp ko nápák na na men na karen, aur Pár jáná kháne ke láiq na hon.

29 Tab Palátús un ke pás nikal áyá, aur kahá, ki Tum is shakhs par kya dawá rakhte ho?

30 Unhon ne jawab diyá, ki Agar yih taqsírwár na hotá, to ham ise áp ká hawála na karte.

31 Palátús ne unhen kahá, ki Tum ise lejáo, aur apní sháriyat ke muwafiq us ká insaf karo. Tab Yahndíon ne use kahá, ki Ham kisí shakhs ko qatl nahin kar sakte:

32 Yih isliye húá, táki Įsá kí bát, jo us ne apní maut kí bábat kahí thí, púrí howe.

33 Tab Palátús phir adalat kí jagah men gayá, aur ṛsá ko buláke kahá, Kyá tú Yahúdíon ká Bádshah hai?

34 Įsá ne use jawáb diyá, Kyá áp yih bát apní taraf se kahte se hain, yáki auron ne mere haqq men áp se kahi hai?

35 Palátús ne jawab diyá, Kyá main Yahúdí hún? Terehi qaum

Chief Priests have delivered thee unto me: what hast thou done?

36 Jesus answered, My kingdom is not of this world: if my kingdom were of this world, world, then would my servants fight, that I should not be delivered to the Jews: but now is my kingdom not from hence.

37 Pilate therefore said unto

him, Art thou a king then? Jesus answered, Thou sayest that I am a king. To this end was I born, and for this cause came I into the world, that I should bear witness unto the truth. Every one that is of the truth heareth my voice.

38 Pilate saith unto him, What is truth? And when he had said

this, he went out again unto the Jews, and saith unto them, I

find in him no fault at all.

39 But ye have a custom, that I should release unto you one at the Passover: will ye therefore that I release unto you the King

of the Jews?

40 Then cried they all again, saying, Not this man, but Barab

bas. Now Barabbas was a robber.

CHAPTER. XIX.

1 Then Pilate therefore took Jesus, and scourged him.

2 And the soldiers platted a crown of thorns, and put it on his

ne aur Sardár Pádríon ne tujhe merá hawála kiyá: tú ne kyá kiya hai?

36 sá ne jawab diyá, ki Merí bádsháhat is dunyá kí nahín hai: agar merí bádsháhat is dunyá kí hotí, to mere sáthí laṛte, aur main Yahúdíon ke háth men sompá na játá: par merí bádsháhat yahan kí nahíp hai.

37 Tab Palátús ne use kahá, ki Tú kyá bádsháh hai? Įsá ne jawab diyá, ki Aphí mujhe bádsháh kahte hain. Main to isliye paidá húá, aur is wáste dunyá men áyá, ki sacháí par gawáhí dún. Jo koi sacháí se hai, so meri áwáz suntá hai.

38 Palátús ne use kahá, ki Sacháí kya hai? Aur yih kahke phir Yahúdíon ke pás gayá, aur unhen kahá, ki Main us par kuchh gunah nahín pátá.

39 Aur tum chahte ho, ki main tumháre liye Pár jáne ke parab men ek ko chhordún: kyá tum chahte ho, ki main tumháre liye Yahúdíon ke Bádshah ko chhor dún?

40 Tab un sabhon ne phir chilláke kahá, ki Is ko nahín, par

Barabbás ko. Aur Barabbás batpár thá..

UNISWAN BAB.

1 Tab Palátús ne Psá ko kore máre.

2 Aur sipáhíon ne kánton ká táj sajke us ke sir par rakhá,

[blocks in formation]

aur use baiganí kapṛá pahnáke kahá,

3 Ki Yahúdíon ke Bádsháh Salám! Aur unhon ne use

tamánche máre.

4 Tab Palátús ne dúsrí bár bahar jake, unhen kahá, ki Dekho, main use tumháre pás báhar látá hún, táki tum jáno, ki main us ká kuchh gunah nahín pátá.

5 Tab kánton ká táj rakhe aur baiganí kapre pahne húe Isá báhar áyá. Aur Palátás ne unhen kahá, ki Yih házir hai! 6 Jab Sardár Pádrí aur sipáhíon ne use dekhá, to chilláe ki Kurús par máro, kurús par máro. Palátús ne unhen kahá, ki Tum ise leo, aur kurus par máro: kyúnki main us ká kuchh gunáh nahín pátá.

7 Yahúdíon ne use jawab diyá, ki Ham shariyat rakhte hain, aur hamári shariyat ke muwáfiq wuh qatl ke láiq hai, kyúnki us ne apne taín Khudá ká Farzand thahrává.

8 Jab Palátús ne yih bát suní, to ziyada dará;

9 Aur adálat kí jagah men phir áke, Įsá se kahá, ki Tú kaháŋ ká Par sá ne use kuchh jawab na diyá.

hai?

10 Tab Palátús ne use kabá, ki Tú mujh se nahín boltá? Kyá tú nahín jántá, ki main qudrat rakhtá hún; cháhún tujhe kurás par márún, cháhún to tujhe chhordún?

« ZurückWeiter »