Abbildungen der Seite
PDF
EPUB

43 And fear came upon every soul and many wonders and signs were done by the apostles. 44 And all that believed were together, and had all things com

mon;

45 And sold their possessions and goods, and parted them to all men, as every man had need. 46 And they, continuing daily with one accord in the temple, and breaking bread from house to house, did eat their meat with gladness and singleness of heart,

47 Praising God, and having favour with all the people. And the Lord added to the church daily such as should be saved.

CHAPTER III.

1 Now Peter and John went up together into the temple at the hour of prayer, being the ninth hour.

2 And a certain man, lame from his mother's womb, was carried, whom they laid daily at the gate of the temple which is called Beautiful, to ask alms of them that entered into the temple;

3 Who seeing Peter and John about to go into the temple, asked an alms.

4 And Peter, fastening his eyes upon him, with John, said, Look

on us.

5 And he gave heed unto them, expecting to receive something of them.

6 Then Peter said, Silver and

43 Aur sab log dar gaye: aur bahut se achambhe aur nisháníán rasúlon se záhir húín.

44 Aur sab, jo ímán láe the, ekthe rahe, aur sárí chízon men sharík the;

45 Aur apní milkiyat aur asbáb bechke, har ek ki zarúrat ke muwafiq sab ko bánt dete the. 46 Aur har roz ekdil hoke, haikal men rahte, aur ghar ghar roti torte, khushi aur sídhe dil se kháná kháte the,

47 Aur Khudá kí tạrif karte the, aur sab logon ke nazdík azíz the. Aur Khudáwand har roz un ko, jinhon ne naját páí, kalíse men milátá thá.

TISRA BAB.

1 Ab Pitras aur Yohná ek sáth dua ke waqt tísre pahar haikal ko chale.

2 Log janam ká ek langrá lejáte the, jise láke har roz haikal ke us darwáze par, jo Khubsurat kahlátá hai, rakhte the, ki haikal men jánewálon se bhík mánge;

3 Jab us ne Pitras aur Yohná ko haikal men játe dekhá, un se bhík mángí.

4 Pitras ne Yohná ke sath us par nazar karke, kahá, ki Hamári taraf dekh.

5 With us ummed par, ki un se kuchh páwe, un ko tak rahá.

9 Tab Pitras ne kahá, Soná

[blocks in formation]

14 But ye denied the Holy One and the Just, and desired a murderer to be granted unto you;

15 And killed the Prince of life, whom God hath raised from the dead; whereof we are wit

nesses.

16 And his name, through faith in his name, hath made this man strong, whom ye see and know; yea, the faith which is by him hath given him this perfect soundness in the presence of you all.

17 And now, brethren, I wot that through ignorance ye did it, as did also your rulers.

18 But those things, which God before had shewed by the mouth of all his prophets, that Christ should suffer, he hath so fulfilled.

19 Repent ye therefore, and be converted, that your sins may be blotted out, when the times of refreshing shall come from the presence of the Lord;

20 And he shall send Jesus Christ, which before was preached unto you:

21 Whom the heaven must receive until the times of restitution of all things, which God hath spoken by the mouth of all his holy prophets since the world began.

22 For Moses truly said unto the fathers, A prophet shall the Lord your God raise up unto you of your brethren, like unto me; him shall ye hear in all

14 Par tum ne us Quddús aur Rástkár ká inkár kiyá, aur mángá, ki ek ķhúní tumháre liye chhora jáe ;

15 Par zindagi ke málik ko qatl kiyá, jise Khudá ne murdon men se uṭháyá; aur ham us ke gawah hain.

16 Aur us ke nám ne, us ímán ke wasile, jo us ke nám par hai, is shakhs ko, jise tum dekhte aur jánte ho, mazbút kiyá: hán, usí ímán ne, jo us kí taraf se hai, yih púrí tandurustí tum sab ke sámhne use dí.

17 Ab, Ai bháío,main jántá hún, ki tum ne yih nádání se kiya, jaise tumháre sardáron ne bhí.

18 Par jin báton kí Khudá ne apne sab nabíon kí zabání áge se khabar di thí, ki Masíh dukh utháwegá, so purí kín.

19¶ Pas tauba karo, aur phiro, ki tumháre gunáh mițáye jáen, táki Khudáwand ke huzúr se tázagí ká din áwe;

20 Aur sá Masih ko phir bheje, jis kí tumháre liye áge se manádí húí:

21 Zarúr hai, ki ásmán use liye rahe, us waqt tak, ki sab chízen, jin ká zikr Ķhudá ne apne sab pák nabíon kí zabání shurý se kiyá, apní hálat par áwen.

22 Kyńnki Músá ne báp dádon se kahá, ki Khudáwand jo tumhárá Khudá hai, tumháre bhaíon men se tumháre liye ek nabí merí mánind záhir karegá; jo kuchh

[blocks in formation]

CHAPTER IV.

1 And as they spake unto the people, the priests, and the captain of the temple, and the Sadducees, came upon them,

2 Being grieved that they taught the people, and preached through Jesus the resurrection from the dead.

3 And they laid hands on them, and put them in hold unto the next day; for it was now eventide.

4 Howbeit many of them which heard the word believed; and the number of the men was about five thousand.

wuh tumhen kahe, us ki sab

suno.

23 Aur aisá hogá, ki har ek, jo us nabí kí na sune, wuh qaum men se mițáyá jáegá.

24 Balki, sab nabíon ne Samuel se pichhlon tak, jitnon ne kuchh kahá, in dinon kí khabar di hai.

25 Tum nabíon kí aulád, aur us ahd ke ho, jo Khudá ne báp dádon se bándhá thá, jab Ibráhím se kahá, ki Terí aulád se dunyá ke sáre gharáne barakat páwenge.

26 Khudá ne apne Bete Įsá ko záhir karke, pahle tumháre pás bhejá, ki har ek ko tum men se us kí badíon se phirne kí barakat de.

CHAUTHA BAB.

1 Jab we logon se yih kah rahe the, kahin, aur haikal ká sardár, aur Zádúqí us se, ki we logon ko sikháte,

2 Aur sá ke sabab murdon ke jí uthne kí khabar dete the, náráz hoke un par charh áye.

3 Aur un par háth ḍálá, aur dúsre din tak qaid rakhá: kyúnki shám hogaí thí.

4 Par bahutere un men se,

jinhon ne kalám suná, ímán láe; aur gintí men pánch hazár ke qarib ho gaye the.

5¶ And it came to pass on the morrow, that their rulers, and elders, and Scribes,

6 And Annas the high priest, and Caiaphas, and John, and Alexander, and many as were of the kindred of the high priest, were gathered together at Jerusalem.

7 And when they had set them in the midst, they asked, By what power, or by what name, have ye done this?

8 Then Peter, filled with the Holy Ghost, said unto them, Ye rulers of the people, and elders of Israel,

9 If we this day be examined of the good deed done to the impotent man, by what means he is made whole;

10 Be it known unto you all, and to all the people of Israel, that by the name of Jesus Christ of Nazareth, whom ye crucified, whom God raised from the dead, even by him doth this man stand here before you whole.

11 This is the stone which was set at nought of your builders, which is become the head of the

corner.

12 Neither is there salvation in any other: for there is none other name under heaven given among men, whereby we must be

saved.

13 Now when they saw the boldness of Peter and John, and perceived that they were unlearned and ignorant men, they mar

5 ¶ Aur dúsre din yún húá, ki un ke sardár, aur buzurg, aur faqih,

6 Aur sardár káhin Haná o Qayáfá, aur Yohná, aur Iskandar, aur jitne sardár káhin ke gharáne ke the, Aurshalím men jamą húe.

7 Aur un ko bích men khaṛá karke, púchhá, ki Tum ne kis qudrat, aur kis ke nám par, yih kiyá?

8 Tab Pitras ne Rúh i Quds se bhar jáke, un se kahá, Ai qaum ke sardár, aur ai Isráíl ke buzurgo,

9 Agar áj ham se is ihsán kí bábat, jo is kamzor ádmí par húá, púchhá játá hai, ki wuh kyúnkar changá húa;

10 To tum sab, aur sáre baní Isráíl ko málúm ho, ki Įsá Masíh Násarí ke nám se, jis ko tum ne salíb diyá, aur jise Khudá ne murdon men se phir uṭháyá, usí se yih mard tumháre sámhne bhalá changá khará hai.

11 Yih wahí patthar hai, jise tum ráj logon ne náchíz jáná, jo kone ká sirá húá.

12 Aur kisí dúsre se naját nahín: kynki ásmán ke tale ád míon ko koí dúsrá nám nabín bakhshá gayá, jis se ham naját pá saken.

13 Jab unhon ne Pitras aur Yohná kí beparwáí dekhí, aur daryáft kiyá, ki we beilm aur awámm men se haip, to tajjub

« ZurückWeiter »