Abbildungen der Seite
PDF
EPUB

shearer, so opened he not his mouth:

33 In his humiliation bis judgement was taken away and who shall declare his generation? for his life is taken from the earth.

34 And the eunuch answered Philip, and said, I pray thee, of whom speaketh the prophet this? of himself, or of some other man?

35 Then Philip opened his mouth, and began at the same Scripture, and preached unto him Jesus.

36 And as they went on their way, they came unto a certain water and the eunuch said, See, here is water; what doth hinder me to be baptized?

37 And Philip said, If thou believest with all thine heart, thou mayest. And he answered and said, I believe that Jesus Christ is the Son of God.

38 And he commanded the chariot to stand still: and they went down both into the water, both Philip and the eunuch; and he baptized him.

39 And when they were come up out of the water, the Spirit of the Lord caught away Philip, that the eunuch saw him no more: and he went on his way rejoicing. 40 But Philip was found at Azotus: and passing through he preached in all the cities, till

he came to Cesarea.

newále ke sámhne bezabán hai, usí tarah wuh apná munh nabín kholtá:

33 Us ki gharibí men, beinsáfi se us kí sazá húí: aur kaun us ke zamane ko bayán kar sake! kyúnki zamín par se us kí ján uthái játí hai.

34 Khoje ne Filip ke jawab men kahá, ki Main terí minnat karta hún, ki nabí yi kis ke haqq men kahtá hai? apne yá kisí dúsre ke haqq men?

35 Tab Filip ne apní zabán kholke, usí maqám se shurý karke, sá kí khushkhabarí use dí.

36 Aur játe játe, ráh ke darmiyán ek pání par pahunche: tab khoje ne kahá, ki Dekh, pání; ab mujhe baptismá páne men kaun chíz roktí hai?

37 Filip ne kahá, Agar tú apne tamám dil se ímán látá hái, to rawa hai. Us ne jawab men kahá, Main ímán látá húp, ki Įsá Masih Khudá ká Bețá hai. 38 Tab us ne hukm kiyá, ki rath kharí karen: aur Filip aur khojá donop pání men utre; aur us ne us ko baptismá diyá.

39 Jab we pání se nikle, Khudáwand kí Ráh Filip ko legaí, aur khoje ne us ko phir na dekhá: aur khush hoke apní ráh lí.

40 Aur Filip Azotus men dikháí diyá: aur jab tak Kaisariya men áyá, guzarte húe, sab shahron men khushkhabarí dí.

CHAPTER IX.

1 And Saul, yet breathing out threatenings and slaughter against the disciples of the Lord, went unto the high priest,

2 And desired of him letters to Damascus to the synagogues, that if he found any of this way, whether they were men or women, he might bring them bound unto Jerusa lem.

3 And as he journeyed, he came near Damascus, and suddenly there shined round about him a light from heaven:

4 And he fell to the earth, and heard a voice saying unto him, Saul, Saul, why persecutest thou me?

5 And he said, Who art thou, Lord? And the Lord said, I am Jesus whom thou persecutest: it is hard for thee to kick against the pricks.

6 And he trembling and astonished said, Lord, what wilt thou have me to do?

And the Lord said unto him, Arise, and go into the city, and it shall be told thee what thou must do.

7 And the men which journeyed with him stood speechless, hearing a voice, but seeing no

man.

8 And Saul arose from the earth; and when his eyes were opened, he saw no man: but they led him by the hand, and brought him into Damascus.

NAWAN BAB.

1 Aur abtak Saul, Ķhudáwand ke shágirdon ke dhamkáne aur qatl karne men dam mártá, sardár kábin ke yahan gayá,

2 Aur us se Dimishq ke įbádatķháne ke liye is mazmún ke khatt mánge, ki agar main kisú ko is mazhab men páín, kyá aurat kya mard, use bándhke Aurshalím men láún.

3 Aur játe játe, aisá húá, ki jab Dimishq ke nazdík pahunchá, to ekbárgí ásmán se ek núr us ke chaugird chamká:

4 Tab wuh zamín par gir pará, aur us ne ek áwáz suní, jo use kahtí thí, Ai Saul, ai Saul tú mujhe kyún satátá hai?

5 Us ne púchhá, ki Ai Khudáwand, tú kaun hai? Khudáwand ne kahá, Main ṛsá hún, jise tú satátá hai: paine ke kíl par lát márná tere liye burá hai.

6 Us ne kámpke, aur hairán hokar kahá, Khudáwand, tú kyá cháhtá hai, ki main karún? Khudáwand ne use kahá, Uth, aur shahr men já, ki jo tujhe karná zarúr hai, tujh se kahá jáegá.

7 Us ke sathwále hairán khare rah gaye, ki áwáz to sunte, par kisú ko na dekhte the.

8 Aur Saul zamín se uțhá; aur ánkh kholke kisú ko na dekhá: tab we us ká háth pakarke Dimishq men láye.

9 And he was three days without sight, and neither did eat nor drink.

10 ¶ And there was a certain disciple at Damascus, named Ananias; and to him said the Lord in a vision, Ananias. And he said, Behold, I am here, Lord. 11 And the Lord said unto him, Arise, and go into the street which is called Straight, and enquire in the house of Judas for one called Saul, of Tarsus: for, behold, he prayeth,

12 And hath seen in a vision a man named Ananias coming in, and putting his hand on him, that he might receive his sight. 13 Then Ananias, answered, Lord, I have heard by many of this man, how much evil he hath done to thy saints at Jerusalem:

14 And here he hath authority from the chief priests to bind all that call on thy name.

15 But the Lord said unto him, Go thy way: for he is a chosen vessel unto me, to bear my name before the Gentiles, and kings, and the children of Israel:

16 For I will shew him how great things he must suffer for my name's sake.

17 And Ananias went his way, and entered into the house; and putting his hands on him, said, Brother Saul, the Lord, even Jesus, that appeared unto thee in

9 Aur wuh tin din andhá rahá, aur na khátá, na pítá thá.

10 ¶ Aur Dimishq men Hananiáh námí ek shagird thá; use Khudáwand ne royá men kahá, Ai Hananiáh. Us ne jawab diyá, Khudawandá, main házir hún.

11 Tab Khudáwand ne use kahá, Uthkar us sarak par, jo Sidhi kahlátí hai, já, aur Yahúdá ke ghar men Saul námí Tarsusí ko dhúndh: ki dekh, wuh duá mángtá hai,

12 Aur us ne royá men Hananiáh námí ek shakhs ko dekhá, ki andar áke us par háth rakhá, táki phir dekhne lage.

13 Tab Hananiáh ne jawáb diyá, ki Ai Ķhudáwand, main ne bahuton se is shakhs ke haqq men suná, ki is ne Aurshalím men tere muqaddason ke sáth kaisí badi kí hai:

14 Aur yahan bhí, us ne sardár káhinon kí taraf se ikhtiyár payá, ki sab ko, jo terá nám lete hain, bandhe.

15 Khudáwand ne use kahá, Tú já: kyánki wuh qaumon aur badshahon aur baní Isráil | ke áge merá nám záhir karne ká ek kháss wasíla hai :*

16 Aur main, use dikháúngá, ki use mere nám ke liye kaisá dukh utháná zarúr hai.

17 Tab Hananiáh gayá, aur us ghar men dáķhil húá; aur apná háth us par rakhkar kahá, Ai bhai Saul, Khudáwand, yane

*Chuná háá bartan hai.

the way as thou camest, hath sent me, that thou mightest receive thy sight, and be filled with the Holy Ghost.

18 And immediately there fell from his eyes as it had been scales; and he received sight forthwith, and arose, and was baptized.

19 And when he had received meat, he was strengthened. Then was Saul certain days with the disciples which were at Damascus. 20 And straightway he preached Christ in the synagogues, that he is the Son of God.

21 But all that heard him were amazed, and said; Is not this he that destroyed them which called on this name in Jerusalem, and came hither for that intent, that he might bring them bound unto the chief priests?

22 But Saul increased the more in strength, and confounded the Jews which dwelt at Damascus, proving that this is very Christ.

23 ¶ And after that many days were fulfilled, the Jews took counsel to kill him:

24 But their laying await was known of Saul. And they watched the gates day and night to kill him.

25 Then the disciples took him by night, and let him down by the wall in a basket.

26 And when Saul was come to Jerusalem, he assayed to join himself to the disciples: but they

Psá ne, jo tujbe, is ráh men jis se tú áyá, záhir húá, mujhe bhejá hai, ki tú phir dekhe, aur Rúh i Quds se bhar jáe.

18 Aur wohin kuchh chhilke se us kí ánkhon se gir pare: aur wuh usí dam dekhne lagá, aur uthke baptismá páyá.

19 Aur kuchh kháke, táqat páí. Aur Saul kaí din Dimishq men shágirdon ke sáth rahá.

20 Wohin ibádatkhánon men Masih ki manádí kí, ki wuh Khudá ká Beta hai.

21 Aur sab sunnewále dang ho gaye; aur kahne lage, Kyá yih wuh nahin hai, jo Aurshalím men is námlenewálon ko tabáh kartá thá, aur yahan bhí isí iráde par áyá, ki un ko bándhke sardár kahinon ke pás lejáe?

22 Lekin Saul ne aur bhí mazbút hoke, dalilon se sábit karke, ki yih wahí Masíh hai, Yahúdíon ko, jo Dimishq men rahte the, ghabrá diyá.

23 ¶ Aur jab kaí din guzre, Yahúdíon ne us ke qatl kí saláh kí:

24 Aur un kí ghát Saul ko málúm ho gaí. Aur we rát din pháṭakon par lage rahe, ki use márḍálen.

25 Tab shagirdon ne rát ko use ek tokre men baithakar, díwár par se latká diyá.

26 Aur Saul ne Aurshalím men pahunchke koshish kí, ki shágirdon men mil jáe: par sab

were all afraid of him, and believed not that he was a disciple. 27 But Barnabas took him, and brought him to the apostles, and declared unto them how he had seen the Lord in the way, and that he had spoken to him, and how he had preached boldly at Damascus in the name of Jesus. 28 And he was with them coming in and going out at Jerusalem.

29 And he spake boldly in the name of the Lord Jesus, and disputed against the Grecians: but they went about to slay him.

30 Which when the brethren knew, they brought him down to Cesarea, and sent him forth to Tarsus.

31 Then had the churches rest throughout all Judea and Galilee and Samaria, and were edified; and walking in the fear of the Lord, and in the comfort of the Holy Ghost, were multiplied.

32 And it came to pass, as Peter passed throughout all quarters, he came down also to the saints which dwelt at Lydda.

33 And there he found a certain man named Eneas, which had kept his bed eight years, and was sick of the palsy.

34 And Peter said unto him, Eneas, Jesus Christ maketh thee whole: arise, and make thy bed. And he arose immediately.

35 And all that dwelt in Lydda and Saron saw him, and turned to the Lord.

us se dare, kyúuki yaqín na kiyá, ki wuh shagird hai.

27 Magar Barnabás use apne sáth rasúlon pás logayá, aur un se bayán kiyá, ki us ne ráh men Khudáwand ko yun dekhá, aur wuh use bolá, aur wuh Dimishq men yún bedhaṛak Įsá ke nám par kalám kartá thá.

28 Aur wuh Aurshalím men un ke sáth áyá jáyá kartá thá. 29 Aur sá ke nám par bedharak kalám kartá thá, aur Helenistíon ke sath bhí guftgú aur bahs kartá thá: aur we us ke márdálne kí tadbir men the.

30 Tab bháí yih málúm karke, use Kaisariya men legaye, aur wahán se us ko Tarsus kí taraf rawána kiya.

31 Tab sáre Yahudiya, aur Jalil, aur Sámariya ke kalíson ne árám payá, aur barhte gaye; aur Khudáwand ke khauf men chalte the, aur Rúh i Quds kí tasallí se bhargae.

32 Aur aisá háá, ki Pitras sab jagah phirtá, un muqaddason ke pás bhí, jo Ludda men rahte the, pahunchá.

33 Aur wahán Aineas námí ek shakhs ko páyá, jo jhole ká márá áth baras se chárpáí par paṛá thá.

34 Pitras ne use kahá, Ai Aineas, sá Masih tujhe changá karta hai: uth, aur apná bichhauná kar. Wuh usí dam uthá. 35 Tab Ludda aur Saron ke sab rahnewále use dekhkar Khuda wand ki taraf phire.

« ZurückWeiter »