Abbildungen der Seite
PDF
EPUB

36¶Now there was at Joppa a certain disciple named Tabitha, which by interpretation is called Dorcas: this woman was full of good works and almsdeeds which she did.

37 And it came to pass in those days, that she was sick, and died: whom when they had washed, they laid her in an upper

chamber.

38 And forasmuch as Lydda was nigh to Joppa, and the disciples had heard that Peter was there, they sent unto him two men, desiring him that he would not delay to come to them.

39 Then Peter arose and went with them. When he was come, they brought him into the upper chamber and all the widows stood by him weeping, and shewing the coats and garments which Dorcas made, while she was with them.

40 But Peter put them all forth, and kneeled down, and prayed; and turning him to the body, said, Tabitha, arise. And she opened her eyes: and when she saw Peter, she sat up.

41 And he gave her his hand, and lifted her up; and when he had called the saints and widows, he presented her alive,

42 And it was known throughout all Joppa; and many believed in the Lord.

43 And it came to pass, that he tarried many days in Joppa with one Simon a tanner.

36 Aur Yáfe men ek shágird Tabitha nám thí, jis ká tarjuma Haruí hai: wuh nek kámon se bharí aur bahut khairát kartí thí.

37 Aur aisá húá, ki un dinon wuh bímár hoke margaí: use nahlákar kothe par rakhá.

38 Aur isliye ki Ludda Yáfe ke nazdík thá, jab shágirdon ne suná, ki Pitras wahin hai, us pás do shakhs bhejke darkhwást kí, ki hamáre pás áne men der na kar.

39 Tab Pitras uṭhke un ke sáth chalá. Jab pahunchá, use kothe par legaye aur sab bewaen rotí húín us ke pás áín, aur kurte aur kapre, jo Tabitha ne jíte jí banáye the, dikhátí thi.

40 Pitras ne sab ko báhar karke, ghutne tekke duá mángí; phir lásh ki taraf mutawajjih hoke kahá, Ai Tabitha, uth. Us ne ankhen khol díu: aur Pitras ko dekhke uth baithí.

41 Us ne háth pakarke, use uthayá, aur muqaddason aur bewon ko buláke, use zinda un ke supurd kiya.

42 Yih sáre Yáfe men mashhúr ho gaya; aur bahutere Khudáwand par ímán láye.

43 Aur yún húá, ki wuh kaí din Yáfe men Shamún nám dabbágh ke yabán rahá.

CHAPTER X.

1 There was a certain man in Cesarea called Cornelius, a ceuturion of the band called the Italian band,

2 A devout man, and one that feared God with all his house, which gave much alms to the people, and prayed to God alway.

3 He saw in a vision evidently about the ninth hour of the day an angel of God coming in to him, and saying unto him, Cornelius.

4 And when he looked on him, he was afraid, and said, What is it, Lord? And he said unto him, Thy prayers and thine alms are come up for a memorial before God.

5 And now send men to Joppa, and call for one Simon, whose surname is Peter:

6 He lodgeth with one Simon a tanner, whose house is by the sea side: he shall tell thee what thou oughtest to do.

7 And when the angel which spake unto Cornelius was departed, he called two of his household servants, and a devout soldier of them that waited on him continually;

8 And when he had declared all these things unto them, he sent them to Joppa.

9 On the morrow, as they went on their journey, and drew nigh unto the city, Peter went

up upon the housetop to pray about the sixth hour:

DASWAN BAB.

1 Kaisariya men Kornelius námí ek shakhs thá, jo us paltan ká, ki Itáliyání kahlátí, súbadár thá,

2 Wuh apne sáre gharáne samet díndár aur Khudá se darnewálá thá, aur logon ko bahut khairát detá, aur nit Ķhudá se duá mángtá thá

3 Us ne ek roz tísre pahar ke qaríb royá men sáf dekhá, ki Khudá ke ek firishte ne us ke pás áke, use kahá, Ai Kornelius. 4 Us ne us ko ghaur se dekhá, aur darke kahá, ki Ai Ķhudáwand, kya hai? Us ne use kahá, Teri duaen, aur khairát yádgárí ke liye Khudá ke huzúr pahunchí.

5 Ab Yáfe men ádmí bhej, ki Shaman ko, jo Pitras kablátá hai, bulá láwen:

6 Wuh dúsre Shaman ke yahán, jis ká ghar samundar kináre hai, mihmán hai: jo kuchh tujhe kiyá chahiye, wuh tujh ko batáwegá. 7 Aur jab firishta, jis ne Kornelius se báten kí, chalá gayá, us ne apne naukaron men se do, aur un men se jo sadá us ke sáth rahte the, ek díndár sípáhí ko buláke;

8 Aur sab báten un se bayán karke, unhen Yáfe men bhejá.

9 ¶ Dúsre din, jab we ráh men the aur shahr ke nazdík pahunche, Pitras do pahar ke qaríb khoṭhe par duá mángne gayá:

10 And he became very hungry, and would have eaten : but while they made ready, he fell into a trance,

11 And saw heaven opened, and a certain vessel descending unto him, as it had been a great sheet knit at the four corners, and let down to the earth:

12 Wherein were all manner of fourfooted beasts of the earth, and wild beasts, and creeping things, and fowls of the air.

13 And there came a voice to him, Rise, Peter; kill, and eat.

14 But Peter said, Not so, Lord; for I have never eaten any thing that is common or unclean.

15 And the voice spake unto him again the second time, What God hath cleansed, that call not thou common.

16 This was done thrice: and the vessel was received up again into heaven.

17 Now while Peter doubted in himself what this vision which he had seen should mean, behold, the men which were sent from Cornelius had made enquiry for Simon's house, and stood before the gate,

18 And called, and asked whether Simon, which was surnamed Peter, were lodged there.

19 While Peter thought on the vision, the Spirit said unto him, Behold, three men seek thee.

20 Arise therefore, and get thee

[ocr errors][merged small][merged small][merged small][merged small][merged small][merged small]

down, and go with them, doubting nothing: for I have sent them. 21 Then Peter went down to the men which were sent unto him from Cornelius; and said, Behold, I am he whom ye seek: what is the cause wherefore ye are come?

22 And they said, Cornelius the centurion, a just man, and one that feareth God, and of good report among all the nation of the Jews, was warned from God by an holy angel to send for thee into his house, and to hear words

of thee.

23 Then called he them in, and lodged them. And on the morrow Peter went away with them, and certain brethren from Joppa accompanied him.

24 And the morrow after they entered into Cesarea. And Cornelius waited for them, and had called together his kinsmen and 'near friends.

25 And as Peter was coming in, Cornelius met him, and fell down at his feet, and worshipped him.

26 But Peter took him up, saying, Stand up; I myself also am

[blocks in formation]

khatke un ke sath rawána ho: kyúnki main ne un ko bejá hai. 21 Tab Pitras ne utarke, un mardon se, jiu ko Kornelius ne us pás bhejá thá, kahá, Dekho, jis ko tum ḍhindhte ho, main hí hán: tum kis liye aye ho?

22 Unhon ne kahá, Kornelius súbadár ko, jo rástbáz aur Khudá se darnewálá, aur Yahúdíon kí sárí qaum men neknám hai, pák firishte ne hukm diyá, ki tujhe apne ghar buláwe, aur tujh se báten

sune.

21 Tab us ne unhen bhitar buláke, un kí mihmání kí. Aur dúsre din Pitras un ke sáth chalá, aur kaí bháí Yáfe se us ke sáth ho liye.

24 Aur dúsre roz we Kaisariya men dakhil húe. Aur Kornelius apne rishtadáron, aur dili doston ko ek he karke, un kí ráh dekhtả thá

25 Aur aisá húá, ki jab Pitras dákhil hone laga, Kornelius us us'ke se já milá, aur us ke qadamon par girke, sijda kiya.

26 Lekin Pitras ne use uthake kahá, Uth; main bhí to ádmí

[blocks in formation]

shewed me that I should not call any man common or unclean.

29 Therefore come I unto you without gainsaying, as soon a I was sent for: I ask therefore for what intent ye have sent for me? 30 And Cornelius said, Four days ago I was fasting until this hour; and at the ninth hour I prayed in my house, and, behold, a man stood before me in bright clothing.

31 And said, Cornelius, thy prayer is heard, and thine alms are had in remembrance in the sight of God.

32 Send therefore to Joppa, and call hitber Simon, whose surname is Peter; he is lodged in the house of one Simon a tanner by the sea side: who, when he cometh, shall speak unto thee. 33 Immediately thererefore I sent to thee; and thou hast well done that thou art come. Now therefore are we all here present before God, to hear all things that are commanded thee of God.

31 Then Peter opened his ¶ month, and said, Of a truth I perceive that God is no respecter of persons:

35 But in every nation he that feareth him, and worketh righteousness, is accepted with him.

36 The word which God sent unto the children of Israel, preaching peace by Jesus Christ: (he is Lord of all :)

ki main kisí ádmí ko kamína yá nápák na ahún.

29 Is liye main tumbáre buláne par beuzr chalá áyá: ab main púchhtá hín, ki mujhe kis bát ke liye buláyá?

30 Kornelius ne kahá, Chár roz húe, ki main ne is waqt tak roza rakhá: aur tísre pahar ko apne ghar men duá mángtá thá, aur kya dekhtá hún, ki ek mard sufed barráq poshák meŋ sáhne khara hai.

31 Us ne kahá, Ai Kornelius, terí dua suni gaí, terí khairát kí Khuda ke huzúr yád húí.

32 Ab kisi ko Yáfe meu bhej, aur Shamún ko, jo Pitras kahlátá hai, yahan bulá; wuh dúsre Shamun ke yahán, jis ká ghar samundar ke kináre bai, mihmán hai: wuh áke tujhe kahegá.

33 Usí dam main ne tere pás log bheje; ti ne khúb kiyá, jo áyá. Ab ham sab Khudá ke áge házir hain. táki jo kuchh Khudí ne tujhe farmiya hai,

sunen.

34 Tab Pitras ne zabán kholí, aur kahá, Ab mujhe yaqín húá, ki Khudá záhir par nazar nahín

kartá:

35 Balki har qaum men, jo us se dartá aur rástbází kartá, us ko pasand átá hai.

36 Yih wahi kalám hai, jo us ne baní Isráil ke pás bhejá, jab sá Masih kí márifat (jo sab ká Khuda wand hai:) sulh kí khush khabarí detá thá.

« ZurückWeiter »