Abbildungen der Seite
PDF
EPUB

him, being read in the synagogues every sabbath day.

22 Then pleased it the apostles and elders, with the whole church, to send chosen men of their own company to Antioch with Paul and Barnabas; namely, Judas surnamed Barsabas, and Silas, chief men among the brethren:

23 And they wrote letters by them after this maner; The apostles and elders and brethren send greeting unto the brethren which are of the Gentiles in Antioch and Syria and Cilicia:

24 Forasmuch as we have heard, that certain which went out from us have troubled you with words, subverting your souls, saying, ye must be circumcised, and keep the law to whom we gave no such commandment:

25 It seemed good unto us, being assembled with one accord, to send chosen men unto you with our beloved Barnabas aud Paul,

26 Men that have hazarded their lives for the name of our Lord Jesus Christ.

27 We have sent therefore Judas and Silas, who shall also tell you the same things by mouth.

28 For it seemed good to the Holy Ghost, and to us, to lay upon you no greater burden than these necessary things;

29 That ye abstain from meats offered to idols, and from blood,

[ocr errors]

karnewále hote aye haip, aur har sabt ke din jbádatkhánon men usí kí kitáb parhí játí. 22 Tab rasúlon aur presbuteron ne, sáre kalíse samet, bihtar jáná, ki apne men se kai shakhs chunke, Paul aur Barnabás ke sáth Antákia men bhejen; yane Yahúdá ko, jo Barnabás kahlátá, aur Sílás ko, jo bháíon men buzurg the:

23 Aur un ke háth yih likh bhejá; ki Un bháíon ko, jo Ghairqaumon men se hain, aur Antákia, aur Shám, aur Kilikia men rahte, rasúlon aur presbuteron, aur bháíon ká salám:

24 Jab ki ham ne suná, ki bázon ne ham men se, jin ko ham ne hukm nahin kiyá, jáke tumhen kitní báton se ghabrá diyá, aur tumháre dilon men dubdhá dálá, ki khatna karo, aur sharíạt par

chalo:

25 So ham ne ekdil hoke bihtar jáná, ki kaí shakhs chunke apne bháí Barnabás aur Paul ke sath tumháre pás bhejen.

26 Aise ádmí hain, ki apní ján tak, hamáre Khudáwand Psá Masih ke nám par, khatre men dálá.

27 Pas ham ne Yahúdá aur Silas ko bhejá, ki we ye báten zabání bhí bayan karenge.

28 Kyunki Rúh i Quds ne aur ham ne bihtar jáná, ki in zarúrí báton ke siwá, tum par aur kuchh bojh na dálen;

29 Ki tum buton ke chaṛháe jánwar, aur lahú, aur galághonţ

and from things strangled, and and from fornication: from which if ye keep yourselves, ye shall do well. Fare ye well.

30 So when they were dismis sed, they came to Antioch: and when they had gathered the multitude together, they delivered the epistle :

31 Which when they had read, they rejoiced for the consolation. 32 And Judas and Silas, being prophets also themselves, exhorted the brethren with many words, and confirmed them.

33 And after they had tarried there a space, they were let go in peace from the brethren unto the apostles.

34 Notwithstanding it pleased Silas to abide there still.

35 Paul also and Barnabas continued in Antioch, teaching and preaching the word of the Lord, with many others also.

36 And some days after Paul said unto Barnabas, Let us go again and visit our brethren in every city where we have preached the word of the Lord, and see how they do.

37 And Barnabas determined to take with them John, whose surname was Mark.

38 But Paul thought not good to take him with them, who departed from them from Pamphylia, and went not with them to the work.

kí márí húí chízon, aur harámkárí se parhez karo: agar tum in chízon se áp ko bacháe rakkhoge, to khúb karoge. Salámat raho.

30 Tab we rukhsat hoke, Antákia men aye: aur jamáạt ko ekṭhá karke, khatt diyá:

31 We use parhke is tasallí kí hát se khush húe.

32 Aur Yahúdá aur Silas ne, ki we bhí nabí the, bháíon ko bahutsí báton men nasihat karke mazbút kiya.

33 Aur we kuchh din rahke, sahíh salámat bháíon se rukhsat hoke, rasúlon ke pás gaye.

34 Magar Silas ne wahán rahná bihtar jáná.

35 Aur Paul aur Barnabás Antákia men rahke, aur bahuton ke sath, Khudáwand ká kálám sikhláte, aur injíl sunáte the.

36 Aur kaí roz bád Paul ne Barnabás se kahá, Ao, harek shahr men, jahán Ķhudá ká kálám sunáyá, phir jáke apne bhaíon kí khabar len, ki kaise hain.

37 Aur Barnabás kí saláh thí, ki Yohná ko, jo Markus kahlátá hai, apne sáth lejáe.

38 Magar Paul ne munásib na jáná, ki is shakhs ko, jo Pamfulia men un se judá húa, aur is kám ke liye un ke sang na gayá, sáth le jáe.

39 And the contention was so sharp between them, that they departed asunder one from the other and so Barnabas took Mark, and sailed unto Cyprus ; 40 And Paul chose Silas, and departed, being recommended by the brethren unto the grace of God.

41 And he went through Syria and Cilicia, confirming the churches.

39 Tab un men aisí nákhushí húí, ki ek dusre se judá hogayá : aur Barnabás Markus ko leke jaház par Kuprus ko rawána húá.

40 Aur Paul ne Silas ko pasand kiyá, aur bháíon ne unhen Khudá kí mihrbání ke hawále kiyá, tab wuh rawána hóá.

41 Aur Shám aur Kilikia ke kalison ko mazbút kartá phirá.

CHAPTER XVI.

1 Then came he to Derbe and Lystra: and, behold, a certain, disciple was there, named Timotheus, the son of a certain woman, which was a Jewess, and believed; but his father was a Greek :

2 Which was well reported of by the brethren that were at Lystra and Iconium..

3 Him would Paul have to go forth with him; and took and circumcised him, because of the Jews which were in those quarters for they knew all that his father was a Greek.

4 And as they went through the cities, they delivered them the decrees for to keep, that were ordained of the apostles and elders which were at Jeru

[merged small][merged small][ocr errors]

SOLAHWAN BAB.

1 Wuh Derbe aur Lustra men pahunchá: aur dekho, wahán Timotheus námí ek shagird thá, jis kí má Yahúdin thí, jo ímán láí; par us ká báp Yúnání thá:

2 Aur wuh Lustra aur Ikonium men, bháíon ke nazdík neknám thá.

3 Paul ne cháhá, ki use apne sáth lechale; to us ko lejáke un Yahúdíon ke sabab, jo in nawahon men the, us ká khatna kiyá, kyúnki we sab jante the, ki is ká báp Yúnání thá.

4 Aur jab we shahron men guzarte the, to un hukmon ko, jo rasúlon aur presbuteron ne Aurshalím men tharayá thá, unhen pahuncháyá, ki un par amal

karen.

5 Pas kalíson ká ímán mazbút húá, aur gintí mep roz ba roz barhte gaye.

6 Jab we Frugia aur Galatia

throughout Phrygia, and the region of Galatia, and were forbidden of the Holy Ghost to preach the word in Asia,

7 After they were come to Mysia, they assayed to go into Bithynia: but the spirit Suffered them not. 8 And they passing by Mysia came down to Troas.

9¶ And a vision appeared to Paul in the night; There stood a man of Macedonia, and prayed him, saying, Come over into Macedonia, and help us.

10 And after he had seen the vision, immediately we endeavoured to go into Macedonia, assuredly gathering that the Lord had called us for to preach the gospel unto them.

11 Therefore loosing loosing from Troas, we came with a straight course to Samothracia, and the next day to Neapolis;

12 And from thence to Philippi, which is the chief city of that part of Macedonia, and a colony: and we were in that city abiding certain days,

13 And on the sabbath we went out of the city by a river side, where prayer was wont to be made; and we sat down, and spake unto the women which

resorted thither.

14 And a certain woman named Lydia, a seller of purple, of the city of Thyatira, which worshipped God, heard us: whose heart the Lord opened, that she attended unto the things which were spoken of Paul.

ke mulk se guzre, to Rúh i Quds ne unhen maną kiyá, ki Asia men kalám na sunáwen,

7 Tab we Musia men áke, Bithunia kí tadbir men lage: par Rúh ne unhen jáne na diyá. 8 So we Musia se guzarkar, Troas ke shahr men utar áye.

9 T Paul ne rát ko royá dekhá; ki ek Makedoní ádmí khará húá, us kí minnat karke kahta hai, ki pár utar, aur Makedonia men áke hamári madad kar.

10 Jab us ne royá dekhá, usí dam ham ne cháhá, ki Makedonia jáen, yih yaqin karke, ki Khudáwand ne hamen buláyá, ki unhen injil sunáwen.

11 Pas Troas se kishtí kholke, ham sídhe Samothrakia men, aur dúsre din Neapolis men aye;

12 Aur wahan se, Filippi men, jo Makedonia ke us taraf ká bará shahr, aur Rúmíon kí basti thí: ham kuchh din ust shahr men rahe.

13 Aur sabt ke din shahr ke bábar nadí kináre gaye, jahán duá mángne ká dastúr thá; aur baithke un auraton se, jo ekṭhí thín, báten karue lage.

14 Aur Thuateira shahr kí ek Khudáparast aurat Ludia nám qirmiz bechnewálí, suntí thí: us ká dil Khudáwand ne kholá, ki Paul kí bátou par jí lagáyá.

15 And when she was baptized, and her houshold, she besought us, saying, If ye have judged me to be faithful to the Lord, come into my house, and abide there. And she constrained us.

16 ¶ And it came to pass, as we went to prayer, a certain damsel possessed with a spirit of divination met us, which brought her masters much gain by soothsaying:

17 The same followed Paul and us, and cried, saying, These men are the servants of the most high God, which shew unto. the way of salvation.

us

18 And this did she many days. But Paul, being grieved, turned and said to the spirit, I command thee in the name of Jesus Christ to come out of her. And he came out the same hour.

19 And when her masters saw that the hope of their gains was gone, they caught Paul and Silas, and drew them into the marketplace unto the rulers, 20 And brought them to the magistrates, saying, These men, being Jews, do exceedingly trouble our city,

21 And teach customs, which are not lawful for us to receive, neither to observe, being Ro

mans.

22 And the multitude rose up together against them and the magistrates rent off their clothes, and commanded to beat them.

[ocr errors]

15 Aur jab us ne apne gharáne samet baptismá payá, to minnat karke kahá, Agar tumhen yaqin hai, ki main Khudáwand par ímán lái, to chalke mere ghar men raho. Aur hamen zabardastí legaí.

16 ¶ Aur aisá húá, ki jab ham duá mángne játe the, ek chhokrí, jis men peshon kí rúh samáí thí, hamen milí, jo abhawáke apne málikon ke liye bahut kuchh paida kartí thì:

17 Wuh Paul ke, aur hamáre píchhe áke chilláí, ki Ye log Khudá tálá ke bande hain, jo ham ko naját kí ráh batáte hain.

18 Aur us ne yih bahut dinon tak kiya. Akhir Paul diqq húá, aur phirke us rúh se kahá, ki Main tujhe sá Masih ke nám par hukm kartá hún, ki is se nikal já. Wuh usí dam nikal gaí. 19 Jab us ke málikon ne dekhá, ki un kí kamáí kí ummed játí rahí, to Paul o Silas ko pakaṛke, bázár men hákimon ke pás khench lechale,

20 Phir unhen sardáron ke áge lejáke kahá, ki Ye log, jo Yahúdí hain, hamáre shahr ko bahut satáte hain,

21 Aur ham ko aisí rasmen batáte, jin ko hamen, ki Rámí hain, mánná aur amal karná

rawá nabín.

22 Tab sab milke un ke muķhálif húe: aur sardár ne un ke kapṛe pháṛke, un ko bet márne ká hukm diyá.

« ZurückWeiter »