Abbildungen der Seite
PDF
EPUB

brethren, and went to Damascus, to bring them which were there bound unto Jerusalem, for to be punished.

6 And it came to pass, that, as I made my journey, and was come nigh unto Damascus about noon, suddenly there shone from heaven a great light round about

me.

7 And I fell unto the ground, and heard a voice saying unto me, Saul, Saul, why persecutest

thou me?

8 And I answered, Who art thou, Lord? And he said unto me, I am Jesus of Nazareth, whom thou persecutest.

9 And they that were with me saw indeed the light, and were afraid; but they heard not the voice of him that spake to me.

10 And I said, What shall I do, Lord? And the Lord said unto me, Arise, and go into Damascus; and there it shall be told thee of all things which are appointed for thee to do.

11 And when I could not see for the glory of that light, being led by the hand of them that were with me, I came into Da

mascus.

12 And one Ananias, a devout man according to the law, having a good report of all the Jews which dwelt there,

13 Came unto me, and stood, and said unto me, Brother Saul, receive thy sight. And the same hour I looked up upon him.

Dimishq ko rawána húá, ki jitne wahán hon, unhen bhí bándhke Aurshalím men khench láúo, táki we sazá páwen.

6 Aur jab main chálá játá thá, aur Dimishq ke nazdík pahunchá, aisá húá, ki do pahar ke qarib ekáek mere gird bará núr ásmán se chamká.

7 Main zamín par gir pará, aur ek áwáz suní, ki mujhe kahti hai, ki Ai Saul, Ai Saul, tú mujh ko kyún satátá hai?

8 Tab main ne jawab men kahá, Ai Khudáwand, tú kaun hai? Us ne mujhe kahá, Main sá Násarí hún, jise tú satátá hai. 9 Aur mere sathwálon ne us núr ko dekhá, aur ḍargaye; lekin jo mujh se boltá thá, us kí bát na samjhí.

10 Tab main ne kaha, Ai Khudáwand, main kyá karún? Ķhudawand ne mujh se farmáyá, Uth, aur Dimishq ko já; ki jo kuchh thahrá hai, ki tú kare, sab wahán tújh se kahá jáegá.

11 Aur jab main us núr ke chamak ke sabab na dekh saká, tab sáthwále háth pakaṛke lechale, aur main Dimishq men áyá.

12 Aur Hananiyáh shariyat ke muwáfiq díndár shakhs, jo wahán ke sab rahnewále Yahúdion ke nazdík neknám thá,

13 Mere pás áyá, aur khaṛá hoke mujh se kahá, ki Ai bháí Saul, phir dekhne lag. Usi dam

main ne use dekhá.

14 And he said, The God of our fathers hath chosen thee, that thou shouldest know his will, and see that Just One, and shouldest hear the voice of his mouth.

15 For thou shalt be his witness unto all men of what thou hast seen and heard.

16 And now why tarriest thou? arise, and be baptized, and wash away thy sins, calling on the name of the Lord.

17 And it came to pass, that, when I was come again to Jeru- | salem, even while I prayed in the temple, I was in a trance;

18 And saw him saying unto me, Make haste, and get thee quickly out of Jerusalem: for they will not receive thy testimony concerning me.

19 And I said Lord, they know that I imprisoned and beat in every synagogue them that believed on thee:

[blocks in formation]

14 Us ne kahá, hámáre báp dádon ke Khudá ne tujh ko áge se thahrá rakhá, ki tú us kí marzí jáne, aur us Adil ko dekhe, aur us ke munh se báten

sune.

15 Isliye ki tú un báton ká, jo tú ne dekhín, aur sunín, sab ádmíon ke áge us ká gawáh hogá.

16 Aur ab kyún der kartá hai? uthke baptismá le, aur Khudáwand ká nám leke apne gunáhon ko dhoḍál.

17 Jab main Aurshalím men phir áyá, aur haikal men duá mángtá thá, aisá húá, ki main bekhud ho gayá;

18 Aur us ko dekhá, jo mujhe kahtá thá, ki Der na kar, aur jald Aurshalím se nikal já: kyunki mere haqq men terí gawáhí qabúl na karenge.

19 Main ne kahá, Ai Khudáwand, we jante hain, ki main unhen, jo tujh par ímán láte, qaid kartá, aur harek įbádatkháne men kore mártá thá:

20 Aur jis waqt tere shahid Stephan ká khún baháyá jítá thá, main bhí wahán khaṛá thá, aur us ke qatl par rází, aur us ke márdálnewálon kí khabardárí kartá thá.

21 Par us ne mujhe kahá, Já: main wahin tujhe Ghairqaumon ke pás bhejúngá.

22 Unhon ne isí bát tak us kí suní, tab zor se chilláke kahá, ki Aise shakhs ko zamín par se uṭhá ḍál, ki us ká jítá rahná munásib nabín.

23 And as they cried out, and cast off their clothes, and threw dust into the air,

24 The chief captain commanded him to be brought into the castle, and bade that he should be examined by scourging; that he might know wherefore they cried so aginst him.

25 And as they bound him with thongs, Paul said unto the centurion that stood by, Is it lawful for you to scourge a man that is man that is a Roman, and uncondemned?

26 When the cen turion heard that, he went and told the chief captain, saying, Take heed what thou doest for this man is a Roman.

27 Then the chief captain came, and said unto him, Tell me, art thou a Roman? He said, Yea.

28 And the chief captain answered, With a great sum obtained I this freedom. And Paul said, But I was free born.

29 Then straightway they departed from him which should have examined him and the chief captain also was afraid, after he knew that he was a Roman, and because he had bound him.

30 On the morrow, because he would have known the certainty werefore he was accused of the Jews, he loosed him from his bands, and commanded the chief priests and all their council to appear, and brought Paul down, and set him before them.

23 Aur jab we chillate, aur apne kapre phenkte, aur khák uráte the,

24 Fauj ke sardár ne hukm diyá, ki ise qile men lechalo, aur kahá ki ise kore márke tahqiq karo; táki málúm ho, ki we kis sabab is par aisá shor karte hain.

25 Jab we use tasmon se jakaṛte the, Paul ne súbadár se, jo nazdik khará thá, kabá, Tumhen rawa hai, ki ek shakhs ko, jo Rúmí hai, jis par gunáh sábit na ho, kore máro?

26 Sábadár ne yih sunke, sardár ke pás jákar kahá, Ķhabardár, tu kya kiyá cháhtá hai: kyúnki yih ádmí Rúmí hai.

27 Sardár ne us ke pás áke kahá, Mujhe batá, kyá tú Rúmí hai? Us ne kahá, Jí.

28 Sardár ne jawáb diyá, ki Main ne bahut rupiye deke yih rutba páyá. Paul ne kahá, Main to aisá hí paidá húá.

29 Tab usí dam, jo use tahqiq kárne par the, us se báz rahe: aur sardár, is sábab se, ki jáná, ki wuh Rúmí hai, aur use bándhá thá, ḍargayá.

30 Subh ko is iráde se, ki haqíqat ko jánen, ki Yabúdíon ne kyún us par faryád kí, us kí zanjiren kholín, aur hukm kiya, ki sardár káhin aur un ke sáre kaunsilí jamą ho; phir Paul ko níche láke, un ke bích men khará kiya.

CHAPTER XXIII.

1 And Paul, earnestly beholding the council, said, Men and brethren, I have lived in all all good conscience before God until this day.

2 And the High Priest Ananias commanded them that stood by him to smite him on the mouth.

3 Then said Paul unto him, God shall smite thee, thou whited wall; for sittest thou to judge me after the law, and commandest me to be smitten contrary to the law?

4 And they that stood by said, Revilest thou God's high priest?

5 Then said Paul, I wist not, brethren, that he was the high priest: For it is written, Thou shalt not speak evil of the ruler of thy people.

6 But when Paul perceived that the one part were Sadducees, and the other Pharisees, he cried out in the council, Men and brethren, I am a Pharisee, the son of a Pharisee: of the hope and resurrection of the dead I am called in question.

7 And when he had so said, there arose a dissension between the Pharisees and the Sadducees: and the multitude was divided.

8 For the Sadducees say that there is no resurrection, neither

TEISWAN BAB.

1 Tab Paul ne kaunsil kí taraf dekhke, kahá, Ai bháío, main aj tak kamál nekniyatí se Khudá ke húkmon par chaltá rahá.

2 Us waqt sardár káhin Hananiyah ne un ko, jo us ke pás khare the, hukm kiyá, ki us ke mugh par tamancha máren.

3 Tab Paul ne use kahá, Ai sufedí pherí díwár, tujh par Khudá kí már paregí: tú baithá hai, ki shariyat ke muwáfiq merá insaf kare, aur shariyat ke barkhilaf hukm detá hai, ki mujhe máren?

4 Unhon ne, jo pás khare the, kahá, Tú Khudá ke sardár káhin ko burá kahta hai?

5 Paul ne kaha, Ai bháío, main ne na jáná, ki yih sardár kahin hai: kyúnki likhá hai, ki Tú apni qaum ke sardár ko burá na kah.

6 Jab Paul ne malúm kiya, ki báze Zádúqi aur báze Farísí hain, tab kaunsil men pukárá, ki Ai bháío, main Farísí aur Farísí ká beṭá húg: aur ummedwár murdon ke jí uthne ke liye adálat men khínch áyá.

7 Jab wuh yih kah rahá thá Farísí aur Zádúqíon men jhagrá pará: aur majlis ká do hissa ho gaya.

8 Kyúnki Zádúqí kahte hain, ki na qiyámat, na firishta, na

angel, nor spirit; but the Pharisees confess both.

9 And there arose a great cry: and the scribes that were of the Pharisees' part arose, and strove, saying, We find no evil in this man: but if a spirit or an angel bath spoken to him, let us not fight against God.

10 And when there arose a great dissension, the chief captain, fearing lest Paul should have been pulled in pieces of them, commanded the soldiers to go down, and to take him by force from among them, and to bring him into the castle.

11 And the night following, the Lord stood by him, and said, Be of good cheer, Paul: for as thou hast testified of me in Jerusalem, so must thou bear witness also at Rome.

12 And when it was day, certain of the Jews banded together, and bound themselves under a

curse, saying that they would neither eat nor drink till they had killed Paul.

13 And they were more than forty which had made this conspiracy.

14 And they came to the chief priests and elders, and said, We have bound ourselves under a great curse, that we will eat nothing until we have slain Paul.

15 Now therefore ye with the council, signify to the chief captain, that he bring him down unto you to morrow, as though

rúh hai par Farísí donop ke qáil hain.

9 Phir bará shor húá: aur faqíh, jo Farísion ke fiirqe ke the, uthke jhagarne lage, ki Ham is ádmí men kuchh burái nabín páte: par agar kisá ráh yá firishte ne is se kalám kiyá ho, to ham Khudá se na laṛen.

10 Aur jab bará jhagṛá hone lagá, lashkar ke sardár ne, is khauf se, ki we Paul ke kahiu tukre na karḍálen, hukm kiyá, ki fauj utre, aur use un ke bích se zabardasti nikálke qile men lejáe.

11 Usí rát Khudáwand ne us ke pás áke kahá, Ai Paul, khá tir jamą rakh: ki jaise tú ne mere haqq men Aurshalím men gawáhí dí, waisá hí zarúr hai, ki tú Rúm men bhí gawáhí de.

12 Aur jab din húá, kaí Yahúdion ne eká karke kahá, ki jab tak Paul ko ham már na dálen, agar kuchh kháen yá píen, to ham par lánat hai.

13 Aur jinhon ne ápas men qasam kí thí, chálís ádmi se ziyáda the.

14 Unhon ne sardár káhin aur buzurgon ke pás jáke kahá, Ham ne áp par lặnat kí, ki jab tak Paul ko már na len, kuchh na kháenge.

15 Isliye ab tum kaunsil se milke, fauj ke sardár ko khabar do, ki kal use tumháre pás láwe, goyá tum us ki haqiqat aur bhí kí

« ZurückWeiter »